112 | GEN 5:6 | Set 105 sāl kā thā jab us kā beṭā Anūs paidā huā. |
116 | GEN 5:10 | Is ke bād wuh mazīd 815 sāl zindā rahā. Us ke aur beṭe-beṭiyāṅ bhī paidā hue. |
117 | GEN 5:11 | Wuh 905 sāl kī umr meṅ faut huā. |
121 | GEN 5:15 | Mahalalel 65 sāl kā thā jab us kā beṭā Yārid paidā huā. |
123 | GEN 5:17 | Wuh 895 sāl kī umr meṅ faut huā. |
127 | GEN 5:21 | Hanūk 65 sāl kā thā jab us kā beṭā Matūsilah paidā huā. |
129 | GEN 5:23 | Wuh kul 365 sāl duniyā meṅ rahā. |
130 | GEN 5:24 | Hanūk Allāh ke sāth sāth chaltā thā. 365 sāl kī umr meṅ wuh ġhāyb huā, kyoṅki Allāh ne use uṭhā liyā. |
136 | GEN 5:30 | Is ke bād wuh mazīd 595 sāl zindā rahā. Us ke aur beṭe-beṭiyāṅ bhī paidā hue. |
138 | GEN 5:32 | Nūh 500 sāl kā thā jab us ke beṭe Sim, Hām aur Yāfat paidā hue. |
153 | GEN 6:15 | Us kī lambāī 450 fuṭ, chauṛāī 75 fuṭ aur ūṅchāī 45 fuṭ ho. |
187 | GEN 8:3 | Pānī ghaṭtā gayā. 150 din ke bād wuh kāfī kam ho gayā thā. |
234 | GEN 9:28 | Sailāb ke bād Nūh mazīd 350 sāl zindā rahā. |
235 | GEN 9:29 | Wuh 950 sāl kī umr meṅ faut huā. |
278 | GEN 11:11 | Is ke bād wuh mazīd 500 sāl zindā rahā. Us ke aur beṭe-beṭiyāṅ bhī paidā hue. |
279 | GEN 11:12 | Arfaksad 35 sāl kā thā jab Silah paidā huā. |
299 | GEN 11:32 | Tārah 205 sāl kā thā jab us ne Hārān meṅ wafāt pāī. |
303 | GEN 12:4 | Abrām ne Rab kī sunī aur Hārān se rawānā huā. Lūt us ke sāth thā. Us waqt Abrām 75 sāl kā thā. |
449 | GEN 18:24 | Ho saktā hai ki shahr meṅ 50 rāstbāz hoṅ. Kyā tū phir bhī shahr ko barbād kar degā aur use un 50 ke sabab se muāf nahīṅ karegā? |
451 | GEN 18:26 | Rab ne jawāb diyā, “Agar mujhe shahr meṅ 50 rāstbāz mil jāeṅ to un ke sabab se tamām ko muāf kar dūṅgā.” |
453 | GEN 18:28 | Lekin ho saktā hai ki sirf 45 rāstbāz us meṅ hoṅ. Kyā tū phir bhī un pāṅch logoṅ kī kamī ke sabab se pūre shahr ko tabāh karegā?” Us ne kahā, “Agar mujhe 45 bhī mil jāeṅ to use barbād nahīṅ karūṅga.” |
666 | GEN 25:7 | Ibrāhīm 175 sāl kī umr meṅ faut huā. Ġharz wuh bahut umrrasīdā aur zindagī se āsūdā ho kar intaqāl karke apne bāpdādā se jā milā. |
1949 | EXO 16:1 | Is ke bād Isrāīl kī pūrī jamāt Elīm se safr karke Sīn ke registān meṅ pahuṅchī jo Elīm aur Sīnā ke darmiyān hai. Wuh Misr se nikalne ke bād dūsre mahīne ke 15weṅ din pahuṅche. |
2241 | EXO 26:5 | ek ṭukṛe ke hāshie par 50 halqe aur dūsre par bhī utne hī halqe. In do hāshiyoṅ ke halqe ek dūsre ke āmne-sāmne hoṅ. |
2242 | EXO 26:6 | Phir sone kī 50 hukeṅ banā kar un se āmne-sāmne ke halqe ek dūsre ke sāth milānā. Yoṅ donoṅ ṭukṛe juṛ kar ḳhaime kā kām deṅge. |
2244 | EXO 26:8 | Har parde kī lambāī 45 fuṭ aur chauṛāī 6 fuṭ ho. |
2246 | EXO 26:10 | Bakrī ke bāl ke in donoṅ ṭukṛoṅ ko bhī milānā hai. Is ke lie har ṭukṛe ke 45 fuṭ wāle ek kināre par pachās pachās halqe lagānā. |
2247 | EXO 26:11 | Phir pītal kī 50 hukeṅ banā kar un se donoṅ hisse milānā. |
2252 | EXO 26:16 | Har taḳhte kī ūṅchāī 15 fuṭ ho aur chauṛāī sawā do fuṭ. |
2282 | EXO 27:9 | Muqaddas ḳhaime ke lie sahan banānā. Us kī chārdīwārī bārīk katān ke kapṛe se banāī jāe. Chārdīwārī kī lambāī junūb kī taraf 150 fuṭ ho. |
2285 | EXO 27:12 | Ḳhaime ke pīchhe maġhrib kī taraf chārdīwārī kī chauṛāī 75 fuṭ ho aur kapṛā lakaṛī ke 10 khamboṅ ke sāth lagāyā jāe. Yih khambe bhī pītal ke pāiyoṅ par khaṛe hoṅ. |
2286 | EXO 27:13 | Sāmne, mashriq kī taraf jahāṅ se sūraj tulū hotā hai chārdīwārī kī chauṛāī bhī 75 fuṭ ho. |
2291 | EXO 27:18 | Chārdīwārī kī lambāī 150 fuṭ, chauṛāī 75 fuṭ aur ūṅchāī sāṛhe 7 fuṭ ho. Khamboṅ ke tamām pāe pītal ke hoṅ. |
2579 | EXO 36:12 | Ek ṭukṛe ke hāshie par 50 halqe aur dūsre par bhī utne hī halqe. In do hāshiyoṅ ke halqe ek dūsre ke āmne-sāmne the. |
2580 | EXO 36:13 | Phir Bazliyel ne sone kī 50 hukeṅ banā kar un se āmne-sāmne ke halqoṅ ko ek dūsre ke sāth milāyā. Yoṅ donoṅ ṭukṛoṅ ke joṛne se ḳhaimā ban gayā. |
2582 | EXO 36:15 | Har parde kī lambāī 45 fuṭ aur chauṛāī 6 fuṭ thī. |
2584 | EXO 36:17 | In donoṅ ṭukṛoṅ ko milāne ke lie us ne har ṭukṛe ke 45 fuṭ wāle ek kināre par pachās pachās halqe lagāe. |
2585 | EXO 36:18 | Phir pītal kī 50 hukeṅ banā kar us ne donoṅ hisse milāe. |
2588 | EXO 36:21 | Har taḳhte kī ūṅchāī 15 fuṭ thī aur chauṛāī sawā do fuṭ. |
2643 | EXO 38:9 | Phir Bazliyel ne sahan banāyā. Us kī chārdīwārī bārīk katān ke kapṛe se banāī gaī. Chārdīwārī kī lambāī junūb kī taraf 150 fuṭ thī. |
2646 | EXO 38:12 | Ḳhaime ke pīchhe maġhrib kī taraf chārdīwārī kī chauṛāī 75 fuṭ thī. Kapṛe ke alāwā us ke lie 10 khambe, 10 pāe aur kapṛā lagāne ke lie chāṅdī kī hukeṅ aur paṭṭiyāṅ banāī gaīṅ. |
2647 | EXO 38:13 | Sāmne, mashriq kī taraf jahāṅ se sūraj tulū hotā hai chārdīwārī kī chauṛāī bhī 75 fuṭ thī. |
2660 | EXO 38:26 | Jin mardoṅ kī umr 20 sāl yā is se zāyd thī unheṅ chāṅdī kā ādhā ādhā sikkā denā paṛā. Mardoṅ kī kul tādād 6,03,550 thī. |
2663 | EXO 38:29 | Jo pītal hadiyoṅ se jamā huā us kā wazn taqrīban 2,425 kilogrām thā. |
3574 | LEV 27:3 | us ādmī ke lie jis kī umr 20 aur 60 sāl ke darmiyān hai chāṅdī ke 50 sikke, |
3576 | LEV 27:5 | us laṛke ke lie jis kī umr 5 aur 20 sāl ke darmiyān ho chāṅdī ke 20 sikke, isī umr kī laṛkī ke lie chāṅdī ke 10 sikke, |
3577 | LEV 27:6 | ek māh se le kar 5 sāl tak ke laṛke ke lie chāṅdī ke 5 sikke, isī umr kī laṛkī ke lie chāṅdī ke 3 sikke, |
3578 | LEV 27:7 | sāṭh sāl se baṛe ādmī ke lie chāṅdī ke 15 sikke aur isī umr kī aurat ke lie chāṅdī ke 10 sikke. |
3587 | LEV 27:16 | Agar koī apnī maurūsī zamīn meṅ se kuchh Rab ke lie maḳhsūs-o-muqaddas kare to us kī qīmat us bīj kī miqdār ke mutābiq muqarrar kī jāe jo us meṅ bonā hotā hai. Jis khet meṅ 135 kilogrām jau kā bīj boyā jāe us kī qīmat chāṅdī ke 50 sikke hogī. |
3625 | NUM 1:20 | Rūbin ke qabīle ke 46,500 mard, |
3627 | NUM 1:22 | Shamāūn ke qabīle ke 59,300 mard, |
3629 | NUM 1:24 | Jad ke qabīle ke 45,650 mard, |
3633 | NUM 1:28 | Ishkār ke qabīle ke 54,400 mard, |
3635 | NUM 1:30 | Zabūlūn ke qabīle ke 57,400 mard, |
3637 | NUM 1:32 | Yūsuf ke beṭe Ifrāīm ke qabīle ke 40,500 mard, |
3641 | NUM 1:36 | Binyamīn ke qabīle ke 35,400 mard, |
3645 | NUM 1:40 | Āshar ke qabīle ke 41,500 mard, |
3647 | NUM 1:42 | Naftālī ke qabīle ke 53,400 mard. |
3650 | NUM 1:45 | Un kī pūrī tādād 6,03,550 thī. |
3665 | NUM 2:6 | aur jis ke lashkar ke 54,400 faujī the. |
3667 | NUM 2:8 | aur jis ke lashkar ke 57,400 faujī the. |
3670 | NUM 2:11 | aur jis ke 46,500 faujī the. |
3672 | NUM 2:13 | aur jis ke 59,300 faujī the. |
3674 | NUM 2:15 | aur jis ke 45,650 faujī the. |
3675 | NUM 2:16 | Tīnoṅ qabīloṅ ke faujiyoṅ kī kul tādād 1,51,450 thī. Rawānā hote waqt yih mashriqī qabīloṅ ke pīchhe chalte the. |
3678 | NUM 2:19 | aur jis ke 40,500 faujī the. |
3682 | NUM 2:23 | aur jis ke 35,400 faujī the. |
3687 | NUM 2:28 | aur jis ke 41,500 faujī the. |
3689 | NUM 2:30 | aur jis ke 53,400 faujī the. |
3690 | NUM 2:31 | Tīnoṅ qabīloṅ kī kul tādād 1,57,600 thī. Wuh āḳhir meṅ apnā alam uṭhā kar rawānā hote the. |
3691 | NUM 2:32 | Pūrī ḳhaimāgāh ke faujiyoṅ kī kul tādād 6,03,550 thī. |
3715 | NUM 3:22 | ke 7,500 mard the jo ek māh yā is se zāyd ke the. |
3743 | NUM 3:50 | Yoṅ us ne chāṅdī ke 1,365 sikke (taqrīban 16 kilogrām) jamā karke |
3747 | NUM 4:3 | Un tamām mardoṅ ko rajisṭar meṅ darj karnā jo 30 se le kar 50 sāl ke haiṅ aur mulāqāt ke ḳhaime meṅ ḳhidmat karne ke lie ā sakte haiṅ. |
3767 | NUM 4:23 | Un tamām mardoṅ ko rajisṭar meṅ darj karnā jo 30 se le kar 50 sāl ke haiṅ aur mulāqāt ke ḳhaime meṅ ḳhidmat ke lie ā sakte haiṅ. |
3774 | NUM 4:30 | Un tamām mardoṅ ko rajisṭar meṅ darj karnā jo 30 se le kar 50 sāl ke haiṅ aur mulāqāt ke ḳhaime meṅ ḳhidmat ke lie ā sakte haiṅ. |
3779 | NUM 4:35 | Unhoṅ ne un tamām mardoṅ ko rajisṭar meṅ darj kiyā jo 30 se le kar 50 sāl ke the aur jo mulāqāt ke ḳhaime meṅ ḳhidmat kar sakte the. Un kī kul tādād 2,750 thī. Mūsā aur Hārūn ne sab kuchh waisā hī kiyā jaisā Rab ne Mūsā kī mārifat farmāyā thā. |
3790 | NUM 4:46 | Lāwiyoṅ ke un mardoṅ kī kul tādād 8,580 thī jinheṅ mulāqāt ke ḳhaime meṅ ḳhidmat karnā aur safr karte waqt use uṭhā kar le jānā thā. |
3964 | NUM 8:24 | “Lāwī 25 sāl kī umr meṅ mulāqāt ke ḳhaime meṅ apnī ḳhidmat shurū kareṅ |
3965 | NUM 8:25 | aur 50 sāl kī umr meṅ riṭāyar ho jāeṅ. |
4196 | NUM 16:1 | Ek din Qorah bin Izhār Mūsā ke ḳhilāf uṭhā. Wuh Lāwī ke qabīle kā Qihātī thā. Us ke sāth Rūbin ke qabīle ke tīn ādmī the, Iliyāb ke beṭe Dātan aur Abīrām aur On bin Palat. Un ke sāth 250 aur ādmī bhī the jo jamāt ke sardār aur asar-o-rasūḳh wāle the, aur jo kaunsal ke lie chune gae the. |
4230 | NUM 16:35 | Usī lamhe Rab kī taraf se āg utar āī aur un 250 ādmiyoṅ ko bhasm kar diyā jo baḳhūr pesh kar rahe the. |
4501 | NUM 26:10 | Us waqt zamīn ne apnā muṅh khol kar unheṅ Qorah samet haṛap kar liyā thā. Us ke 250 sāthī bhī mar gae the jab āg ne unheṅ bhasm kar diyā. Yoṅ wuh sab Isrāīl ke lie ibratangez misāl ban gae the. |
4506 | NUM 26:15 | Jad ke qabīle ke 40,500 mard the. Qabīle ke sāt kunbe Safonī, Hajjī, Sūnī, Uznī, Erī, Arūdī aur Arelī Jad ke beṭoṅ Safon, Hajjī, Sūnī, Uznī, Erī, Arūd aur Arelī se nikle hue the. |
4510 | NUM 26:19 | Yahūdāh ke qabīle ke 76,500 mard the. Yahūdāh ke do beṭe Er aur Onān Misr āne se pahle Kanān meṅ mar gae the. Qabīle ke tīn kunbe Selānī, Fārsī aur Zārhī Yahūdāh ke beṭoṅ Selā, Fāras aur Zārah se nikle hue the. Fāras ke do beṭoṅ Hasron aur Hamūl se do kunbe Hasronī aur hamūlī nikle hue the. |
4517 | NUM 26:26 | Zabūlūn ke qabīle ke 60,500 mard the. Qabīle ke tīn kunbe Sardī, Ailonī aur Yahliyelī Zabūlūn ke beṭoṅ sard, Ailon aur Yahliyel se nikle hue the. |
4520 | NUM 26:29 | Manassī ke qabīle ke 52,700 mard the. Qabīle ke āṭh kunbe Makīrī, Jiliyādī, Iyazrī, Ḳhalqī, Asriyelī, Sikmī, Samīdāī aur Hifrī the. Makīrī Manassī ke beṭe Makīr se jabki Jiliyādī Makīr ke beṭe Jiliyād se nikle hue the. Bāqī kunbe Jiliyād ke chhih beṭoṅ Iyazar, Ḳhalaq, Asriyel, Sikam, Samīdā aur Hifar se nikle hue the. Hifar Silāfihād kā bāp thā. Silāfihād kā koī beṭā nahīṅ balki pāṅch beṭiyāṅ Mahlāh, Nūsāh, Hujlāh, Milkāh aur Tirzā thīṅ. |
4526 | NUM 26:35 | Ifrāīm ke qabīle ke 32,500 mard the. Qabīle ke chār kunbe Sūtalhī, Bakrī, Tahnī aur Īrānī the. Pahle tīn kunbe Ifrāīm ke beṭoṅ Sūtalah, Bakar aur Tahan se jabki Īrānī Sūtalah ke beṭe Īrān se nikle hue the. |
4529 | NUM 26:38 | Binyamīn ke qabīle ke 45,600 mard the. Qabīle ke sāt kunbe Bālāī, Ashbelī, Aḳhīrāmī, Sūfāmī, Hūfāmī, Ardī aur Nāmānī the. Pahle pāṅch kunbe Binyamīn ke beṭoṅ Bālā, Ashbel, Aḳhīrām, Sūfām aur Hūfām se jabki Ardī aur Nāmānī Bālā ke beṭoṅ se nikle hue the. |
4535 | NUM 26:44 | Āshar ke qabīle ke 53,400 mard the. Qabīle ke pāṅch kunbe Yimnī, Iswī, Barī'ī, Hibarī aur Malkiyelī the. Pahle tīn kunbe Āshar ke beṭoṅ Yimnā, Iswī aur Bariyā se jabki bāqī Bariyā ke beṭoṅ Hibar aur Malkiyel se nikle hue the. Āshar kī ek beṭī banām Sirah bhī thī. |
4539 | NUM 26:48 | Naftālī ke qabīle ke 45,400 mard the. Qabīle ke chār kunbe Yahsiyelī, Jūnī, Yisrī aur Sillīmī Naftālī ke beṭoṅ Yahsiyel, Jūnī, Yisar aur Sillīm se nikle hue the. |
4698 | NUM 31:32 | Unhoṅ ne 6,75,000 bheṛ-bakriyāṅ, 72,000 gāy-bail aur 61,000 gadhe gine. |