121 | GEN 5:15 | Mahalalel 65 sāl kā thā jab us kā beṭā Yārid paidā huā. |
124 | GEN 5:18 | Yārid 162 sāl kā thā jab us kā beṭā Hanūk paidā huā. |
126 | GEN 5:20 | Wuh 962 sāl kī umr meṅ faut huā. |
127 | GEN 5:21 | Hanūk 65 sāl kā thā jab us kā beṭā Matūsilah paidā huā. |
129 | GEN 5:23 | Wuh kul 365 sāl duniyā meṅ rahā. |
130 | GEN 5:24 | Hanūk Allāh ke sāth sāth chaltā thā. 365 sāl kī umr meṅ wuh ġhāyb huā, kyoṅki Allāh ne use uṭhā liyā. |
133 | GEN 5:27 | Wuh 969 sāl kī umr meṅ faut huā. |
166 | GEN 7:6 | Wuh 600 sāl kā thā jab yih tūfānī sailāb zamīn par āyā. |
171 | GEN 7:11 | Yih sab kuchh us waqt huā jab Nūh 600 sāl kā thā. Dūsre mahīne ke 17weṅ din zamīn kī gahrāiyoṅ meṅ se tamām chashme phūṭ nikle aur āsmān par pānī ke darīche khul gae. |
197 | GEN 8:13 | Jab Nūh 601 sāl kā thā to pahle mahīne ke pahle din zamīn kī satah par pānī ḳhatm ho gayā. Tab Nūh ne kashtī kī chhat khol dī aur dekhā ki zamīn kī satah par pānī nahīṅ hai. |
398 | GEN 16:16 | Us waqt Abrām 86 sāl kā thā. |
431 | GEN 18:6 | Ibrāhīm ḳhaime kī taraf dauṛ kar Sārā ke pās āyā aur kahā, “Jaldī karo! 16 kilogrām behtarīn maidā le aur use gūṅdh kar roṭiyāṅ banā.” |
614 | GEN 24:22 | Ūṅṭ pānī pīne se fāriġh hue to us ne Ribqā ko sone kī ek nath aur do kangan die. Nath kā taqrīban 6 grām thā aur kanganoṅ kā 120 grām. |
685 | GEN 25:26 | Is ke bād dūsrā bachchā paidā huā. Wuh Esau kī eṛī pakaṛe hue niklā, is lie us kā nām Yāqūb yānī ‘Eṛī Pakaṛne Wālā’ rakhā gayā. Us waqt Is'hāq 60 sāl kā thā. |
1405 | GEN 46:18 | Kul 16 afrād Zilfā kī aulād the jise Lāban ne apnī beṭī Liyāh ko diyā thā. |
1413 | GEN 46:26 | Yāqūb kī aulād ke 66 afrād us ke sāth Misr chale gae. Is tādād meṅ beṭoṅ kī bīwiyāṅ shāmil nahīṅ thīṅ. |
1854 | EXO 12:37 | Isrāīlī Rāmsīs se rawānā ho kar Sukkāt pahuṅch gae. Auratoṅ aur bachchoṅ ko chhoṛ kar un ke 6 lākh mard the. |
1897 | EXO 14:7 | Wuh 600 behtarīn qism ke rath aur Misr ke bāqī tamām rathoṅ ko sāth le gayā. Tamām rathoṅ par afsarān muqarrar the. |
2238 | EXO 26:2 | Har parde kī lambāī 42 fuṭ aur chauṛāī 6 fuṭ ho. |
2244 | EXO 26:8 | Har parde kī lambāī 45 fuṭ aur chauṛāī 6 fuṭ ho. |
2261 | EXO 26:25 | Yoṅ pichhle yānī maġhribī taḳhtoṅ kī pūrī tādād 8 hogī aur in ke lie chāṅdī ke pāiyoṅ kī tādād 16, har taḳhte ke nīche do do pāe hoṅge. |
2406 | EXO 30:23 | “Masah ke tel ke lie umdā qism ke masāle istemāl karnā. 6 kilogrām āb-e-mur, 3 kilogrām ḳhushbūdār dārchīnī, 3 kilogrām ḳhushbūdār bed |
2407 | EXO 30:24 | aur 6 kilogrām tejpāt. Yih chīzeṅ maqdis ke bāṭoṅ ke hisāb se tol kar chār liṭar zaitūn ke tel meṅ ḍālnā. |
2576 | EXO 36:9 | Har parde kī lambāī 42 fuṭ aur chauṛāī 6 fuṭ thī. |
2582 | EXO 36:15 | Har parde kī lambāī 45 fuṭ aur chauṛāī 6 fuṭ thī. |
2597 | EXO 36:30 | Yoṅ pichhle yānī maġhribī taḳhtoṅ kī pūrī tādād 8 thī aur in ke lie chāṅdī ke pāiyoṅ kī tādād 16, har taḳhte ke nīche do pāe. |
2660 | EXO 38:26 | Jin mardoṅ kī umr 20 sāl yā is se zāyd thī unheṅ chāṅdī kā ādhā ādhā sikkā denā paṛā. Mardoṅ kī kul tādād 6,03,550 thī. |
3050 | LEV 12:5 | Agar us ke laṛkī paidā ho jāe to wuh māhwārī ke aiyām kī tarah nāpāk hai. Yih nāpākī 14 din tak rahegī. Phir wuh mazīd 66 din intazār kare. Is ke bād us kī wuh nāpākī dūr ho jāegī jo ḳhūn bahne se paidā huī hai. |
3574 | LEV 27:3 | us ādmī ke lie jis kī umr 20 aur 60 sāl ke darmiyān hai chāṅdī ke 50 sikke, |
3625 | NUM 1:20 | Rūbin ke qabīle ke 46,500 mard, |
3629 | NUM 1:24 | Jad ke qabīle ke 45,650 mard, |
3631 | NUM 1:26 | Yahūdāh ke qabīle ke 74,600 mard, |
3643 | NUM 1:38 | Dān ke qabīle ke 62,700 mard, |
3650 | NUM 1:45 | Un kī pūrī tādād 6,03,550 thī. |
3663 | NUM 2:4 | aur jis ke lashkar ke 74,600 faujī the. |
3668 | NUM 2:9 | Tīnoṅ qabīloṅ ke faujiyoṅ kī kul tādād 1,86,400 thī. Rawānā hote waqt yih āge chalte the. |
3670 | NUM 2:11 | aur jis ke 46,500 faujī the. |
3674 | NUM 2:15 | aur jis ke 45,650 faujī the. |
3685 | NUM 2:26 | aur jis ke 62,700 faujī the. |
3690 | NUM 2:31 | Tīnoṅ qabīloṅ kī kul tādād 1,57,600 thī. Wuh āḳhir meṅ apnā alam uṭhā kar rawānā hote the. |
3691 | NUM 2:32 | Pūrī ḳhaimāgāh ke faujiyoṅ kī kul tādād 6,03,550 thī. |
3721 | NUM 3:28 | ke 8,600 mard the jo ek māh yā is se zāyd ke the aur jin ko maqdis kī ḳhidmat karnī thī. |
3727 | NUM 3:34 | ke 6,200 mard the jo ek māh yā is se zāyd ke the. |
3743 | NUM 3:50 | Yoṅ us ne chāṅdī ke 1,365 sikke (taqrīban 16 kilogrām) jamā karke |
3782 | NUM 4:38 | Phir Jairsoniyoṅ kī mardumshumārī un ke kunboṅ aur ābāī gharānoṅ ke mutābiq huī. Ḳhidmat ke lāyq mardoṅ kī kul tādād 2,630 thī. Mūsā aur Hārūn ne sab kuchh waisā hī kiyā jaisā Rab ne Mūsā ke zariye farmāyā thā. |
3939 | NUM 7:88 | aur salāmatī kī qurbānī ke lie 24 bail, 60 menḍhe, 60 bakre aur bheṛ ke 60 yaksālā bachche. In tamām jānwaroṅ ko qurbāngāh kī maḳhsūsiyat ke mauqe par chaṛhāyā gayā. |
4510 | NUM 26:19 | Yahūdāh ke qabīle ke 76,500 mard the. Yahūdāh ke do beṭe Er aur Onān Misr āne se pahle Kanān meṅ mar gae the. Qabīle ke tīn kunbe Selānī, Fārsī aur Zārhī Yahūdāh ke beṭoṅ Selā, Fāras aur Zārah se nikle hue the. Fāras ke do beṭoṅ Hasron aur Hamūl se do kunbe Hasronī aur hamūlī nikle hue the. |
4514 | NUM 26:23 | Ishkār ke qabīle ke 64,300 mard the. Qabīle ke chār kunbe Tolaī, Fuwwī, Yasūbī aur Simronī Ishkār ke beṭoṅ Tolā, Fuwwā, Yasūb aur Simron se nikle hue the. |
4517 | NUM 26:26 | Zabūlūn ke qabīle ke 60,500 mard the. Qabīle ke tīn kunbe Sardī, Ailonī aur Yahliyelī Zabūlūn ke beṭoṅ sard, Ailon aur Yahliyel se nikle hue the. |
4529 | NUM 26:38 | Binyamīn ke qabīle ke 45,600 mard the. Qabīle ke sāt kunbe Bālāī, Ashbelī, Aḳhīrāmī, Sūfāmī, Hūfāmī, Ardī aur Nāmānī the. Pahle pāṅch kunbe Binyamīn ke beṭoṅ Bālā, Ashbel, Aḳhīrām, Sūfām aur Hūfām se jabki Ardī aur Nāmānī Bālā ke beṭoṅ se nikle hue the. |
4533 | NUM 26:42 | Dān ke qabīle ke 64,400 mard the. Sab Dān ke beṭe Sūhām se nikle hue the, is lie Sūhāmī kahlāte the. |
4542 | NUM 26:51 | Isrāīlī mardoṅ kī kul tādād 6,01,730 thī. |
4698 | NUM 31:32 | Unhoṅ ne 6,75,000 bheṛ-bakriyāṅ, 72,000 gāy-bail aur 61,000 gadhe gine. |
4702 | NUM 31:36 | Faujiyoṅ ko tamām chīzoṅ kā ādhā hissā mil gayā yānī 3,37,500 bheṛ-bakriyāṅ, 36,000 gāy-bail, 30,500 gadhe aur 16,000 qaidī kuṅwāriyāṅ. In meṅ se unhoṅ ne 675 bheṛ-bakriyāṅ, 72 gāy-bail, 61 gadhe aur 32 laṛkiyāṅ Rab ko dīṅ. |
4981 | DEU 3:4 | Usī waqt ham ne us ke tamām shahroṅ par qabzā kar liyā. Ham ne kul 60 shahroṅ par yānī Arjūb ke sāre ilāqe par qabzā kiyā jis par Oj kī hukūmat thī. |
5983 | JOS 7:5 | aur un ke 36 afrād shahīd hue. Aī ke ādmiyoṅ ne shahr ke darwāze se le kar Shabarīm tak un kā tāqqub karke wahāṅ kī ḍhalān par unheṅ mār ḍālā. Tab Isrāīlī saḳht ghabrā gae. Aur un kī himmat jawāb de gaī. |
6186 | JOS 13:30 | wuh Mahanāym se le kar shimāl meṅ Oj Bādshāh kī tamām bādshāhī par mushtamil thā. Us meṅ Mulk-e-Basan aur wuh 60 ābādiyāṅ shāmil thīṅ jin par Yāīr ne fatah pāī thī. |
6245 | JOS 15:41 | Jadīrot, Bait-dajūn, Nāmā aur Maqqedā. In shahroṅ kī tādād 16 thī. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ us ke sāth ginī jātī thīṅ. |
6263 | JOS 15:59 | Mārāt, Bait-anot aur Iltaqon. In shahroṅ kī tādād 6 thī. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ us ke sāth ginī jātī thīṅ. |
6266 | JOS 15:62 | Nibsān, Namak kā Shahr aur Ain-jadī. In shahroṅ kī tādād 6 thī. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ us ke sāth ginī jātī thīṅ. |
6345 | JOS 19:22 | Shimāl meṅ yih sarhad Tabūr Pahāṛ se shurū huī aur shaḳhsūmā aur Bait-shams se ho kar Dariyā-e-Yardan tak utar āī. 16 shahr un ke gird-o-nawāh kī ābādiyoṅ samet Ishkār kī milkiyat meṅ āe. |
6601 | JDG 3:31 | Ahūd ke daur ke bād Isrāīl kā ek aur najātdahindā ubhar āyā, Shamjar bin Anāt. Us ne bail ke āṅkus se 600 Filistiyoṅ ko mār ḍālā. |
6675 | JDG 6:19 | Jidāūn chalā gayā. Us ne bakrī kā bachchā zabah karke taiyār kiyā aur pūre 16 kilogrām maide se beḳhamīrī roṭī banāī. Phir gosht ko ṭokrī meṅ rakh kar aur us kā shorbā alag bartan meṅ ḍāl kar wuh sab kuchh Rab ke farishte ke pās lāyā aur use balūt ke sāy meṅ pesh kiyā. |
7006 | JDG 18:11 | Dān ke qabīle ke 600 musallah ādmī Sur'ā aur Istāl se rawānā hue. |
7011 | JDG 18:16 | jabki bāqī 600 musallah mard geṭ par khaṛe rahe. |
7071 | JDG 20:15 | Usī din unhoṅ ne apnī fauj kā band-o-bast kiyā. Jibiyā ke 700 tajrabākār faujiyoṅ ke alāwā talwāroṅ se lais 26,000 afrād the. |
7103 | JDG 20:47 | Sirf 600 mard bach kar Rimmon kī chaṭān tak pahuṅch gae. Wahāṅ wuh chār mahīne tak ṭike rahe. |
7118 | JDG 21:14 | Phir Binyamīn ke 600 mard registān se wāpas āe, aur un ke sāth Yabīs-jiliyād kī kuṅwāriyoṅ kī shādī huī. Lekin yih sab ke lie kāfī nahīṅ thīṅ. |
7238 | 1SA 1:24 | Jab Samuel ne dūdh pīnā chhoṛ diyā to Hannā use Sailā meṅ Rab ke maqdis ke pās le gaī, go bachchā abhī chhoṭā thā. Qurbāniyoṅ ke lie us ke pās tīn bail, maide ke taqrīban 16 kilogrām aur mai kī mashk thī. |
7492 | 1SA 13:5 | Filistī bhī Isrāīliyoṅ se laṛne ke lie jamā hue. Un ke 30,000 rath, 6,000 ghuṛsawār aur sāhil kī ret jaise beshumār piyādā faujī the. Unhoṅ ne Bait-āwan ke mashriq meṅ Mikmās ke qarīb apne ḳhaime lagāe. |
7502 | 1SA 13:15 | Phir Samuel Jiljāl se chalā gayā. Bache hue Isrāīlī Sāūl ke pīchhe dushman se laṛne gae. Wuh Jiljāl se rawānā ho kar Jibiyā pahuṅch gae. Jab Sāūl ne wahāṅ fauj kā jāyzā liyā to bas 600 afrād rah gae the. |
7512 | 1SA 14:2 | Sāūl us waqt anār ke daraḳht ke sāy meṅ baiṭhā thā jo Jibiyā ke qarīb ke Mijron meṅ thā. 600 mard us ke pās the. |
7530 | 1SA 14:20 | Wuh apne 600 afrād ko le kar fauran dushman par ṭūṭ paṛā. Jab un tak pahuṅch gae to mālūm huā ki Filistī ek dūsre ko qatl kar rahe haiṅ, aur har taraf hangāmā hī hangāmā hai. |
7637 | 1SA 17:17 | Ek din Yassī ne Dāūd se kahā, “Beṭā, apne bhāiyoṅ ke pās kaimp meṅ jā kar un kā patā karo. Bhune hue anāj ke yih 16 kilogrām aur yih das roṭiyāṅ apne sāth le kar jaldī jaldī udhar pahuṅch jāo. |
7826 | 1SA 23:13 | Lihāzā Dāūd apne taqrīban 600 ādmiyoṅ ke sāth Qaīlā se chalā gayā aur idhar-udhar phirne lagā. Jab Sāūl ko ittalā milī ki Dāūd Qaīlā se nikal kar bach gayā hai to wahāṅ jāne se bāz āyā. |
7935 | 1SA 27:2 | Chunāṅche wuh apne 600 ādmiyoṅ ko le kar Jāt ke bādshāh Akīs bin Māok ke pās chalā gayā. |
7990 | 1SA 30:9 | Tab Dāūd apne 600 mardoṅ ke sāth rawānā huā. Chalte chalte wuh Basor Nadī ke pās pahuṅch gae. 200 afrād itne niḍhāl ho gae the ki wuh wahīṅ ruk gae. Bāqī 400 mard nadī ko pār karke āge baṛhe. |
8083 | 2SA 2:31 | Is ke muqābale meṅ Abinair ke 360 ādmī halāk hue the. Sab Binyamīn ke qabīle ke the. |
8410 | 2SA 15:18 | Us ne apne tamām pairokāroṅ ko āge nikalne diyā, pahle shāhī daste Karetī-o-Faletī ko, phir un 600 jātī ādmiyoṅ ko jo us ke sāth Jāt se yahāṅ āe the aur āḳhir meṅ bāqī tamām logoṅ ko. |
8860 | 1KI 4:13 | Bin-jabar: Jiliyād meṅ Rāmāt kā ilāqā bashamūl Yāīr bin Manassī kī bastiyāṅ, phir Basan meṅ Arjūb kā ilāqā. Is meṅ 60 aise fasīldār shahr shāmil the jin ke darwāzoṅ par pītal ke kunḍe lage the, |
8916 | 1KI 6:17 | Jo hissā sāmne rah gayā use Muqaddas Kamrā muqarrar kiyā gayā. Us kī lambāī 60 fuṭ thī. |
8955 | 1KI 7:18 | In zanjīroṅ ke ūpar Hīrām ne har bālāī hisse ko pītal ke 200 anāroṅ se sajāyā jo do qatāroṅ meṅ lagāe gae. Phir bālāī hisse satūnoṅ par lagāe gae. Bālāī hissoṅ kī sosan ke phūl kī-sī shakl thī, aur yih phūl 6 fuṭ ūṅche the. |
8961 | 1KI 7:24 | Hauz ke kināre ke nīche tūṅboṅ kī do qatāreṅ thīṅ. Fī fuṭ taqrīban 6 tūṅbe the. Tūṅbe aur hauz mil kar ḍhāle gae the. |
8964 | 1KI 7:27 | Phir Hīrām ne pānī ke bāsan uṭhāne ke lie pītal kī hathgāṛiyāṅ banāīṅ. Har gāṛī kī lambāī 6 fuṭ, chauṛāī 6 fuṭ aur ūṅchāī sāṛhe 4 fuṭ thī. |
8975 | 1KI 7:38 | Hīrām ne har gāṛī ke lie pītal kā bāsan ḍhāl diyā. Har bāsan 6 fuṭ chauṛā thā, aur us meṅ 880 liṭar pānī samā jātā thā. |
9111 | 1KI 10:29 | Bādshāh ke rath Misr se darāmad hote the. Har rath kī qīmat chāṅdī ke 600 sikke aur har ghoṛe kī qīmat chāṅdī ke 150 sikke thī. Sulemān ke tājir yih ghoṛe barāmad karte hue tamām Hittī aur Arāmī bādshāhoṅ tak bhī pahuṅchāte the. |
9294 | 1KI 16:8 | Ailā bin Bāshā Yahūdāh ke bādshāh Āsā kī hukūmat ke 26weṅ sāl meṅ Isrāīl kā bādshāh banā. Us kī hukūmat ke do sāl ke daurān us kā dārul-hukūmat Tirzā rahā. |
9310 | 1KI 16:24 | Is ke bād us ne ek ādmī banām Samar ko chāṅdī ke 6,000 sikke de kar us se Sāmariya Pahāṛī ḳharīd lī aur wahāṅ apnā nayā dārul-hukūmat tāmīr kiyā. Pahle mālik Samar kī yād meṅ us ne shahr kā nām Sāmariya rakhā. |
9656 | 2KI 5:5 | Bādshāh bolā, “Zarūr jāeṅ aur us nabī se mileṅ. Maiṅ āp ke hāth Isrāīl ke bādshāh ko sifārishī ḳhat bhej dūṅgā.” Chunāṅche Nāmān rawānā huā. Us ke pās taqrīban 340 kilogrām chāṅdī, 68 kilogrām sonā aur 10 qīmtī sūṭ the. |
9674 | 2KI 5:23 | Nāmān bolā, “Zarūr, balki 68 kilogrām chāṅdī le leṅ.” Is bāt par wuh bazid rahā. Us ne 68 kilogrām chāṅdī boriyoṅ meṅ lapeṭ lī, do sūṭ chun lie aur sab kuchh apne do naukaroṅ ko de diyā tāki wuh sāmān Jaihāzī ke āge āge le chaleṅ. |
9913 | 2KI 14:13 | Isrāīl ke bādshāh Yahuās ne Yahūdāh ke bādshāh Amasiyāh bin Yuās bin Aḳhaziyāh ko wahīṅ Bait-shams meṅ giriftār kar liyā. Phir wuh Yarūshalam gayā aur shahr kī fasīl Ifrāīm nāmī darwāze se Kone ke Darwāze tak girā dī. Is hisse kī lambāī taqrīban 600 fuṭ thī. |
9921 | 2KI 14:21 | Yahūdāh ke tamām logoṅ ne Amasiyāh ke beṭe Uzziyāh ko bāp ke taḳht par biṭhā diyā. Us kī umr 16 sāl thī |
9931 | 2KI 15:2 | Us waqt us kī umr 16 sāl thī, aur wuh Yarūshalam meṅ rah kar 52 sāl hukūmat kartā rahā. Us kī māṅ Yakūliyāh Yarūshalam kī rahne wālī thī. |
9962 | 2KI 15:33 | Wuh 25 sāl kī umr meṅ bādshāh banā aur Yarūshalam meṅ rah kar 16 sāl hukūmat kartā rahā. Us kī māṅ Yarūsā bint Sadoq thī. |
9969 | 2KI 16:2 | Us waqt Āḳhaz 20 sāl kā thā, aur wuh Yarūshalam meṅ rah kar 16 sāl hukūmat kartā rahā. Wuh apne bāp Dāūd ke namūne par na chalā balki wuh kuchh kartā rahā jo Rab ko nāpasand thā. |