Wildebeest analysis examples for:   urd-urdgvr   Ṭ    February 25, 2023 at 01:29    Script wb_pprint_html.py   by Ulf Hermjakob

430  GEN 18:5  Sāth sāth maiṅ āp ke lie thoṛā-bahut khānā bhī le āūṅ tāki āp taqwiyat pā kar āge baṛh sakeṅ. Mujhe yih karne deṅ, kyoṅki āp apne ḳhādim ke ghar ā gae haiṅ.” Unhoṅ ne kahā,hīk hai. Jo kuchh tū ne kahā hai wuh kar.”
865  GEN 30:34  Lāban ne kahā,hīk hai. Aisā hī ho jaisā āp ne kahā hai.”
904  GEN 31:30  hīk hai, āp is lie chale gae ki apne bāp ke ghar wāpas jāne ke baṛe ārzūmand the. Lekin yih āp ne kyā kiyā hai ki mere but churā lāe haiṅ?”
1097  GEN 37:13  to Yāqūb ne Yūsuf se kahā, “Tere bhāī Sikam meṅ rewaṛoṅ ko charā rahe haiṅ. Ā, maiṅ tujhe un ke pās bhej detā hūṅ.” Yūsuf ne jawāb diyā,hīk hai.”
1137  GEN 38:17  Us ne jawāb diyā, “Maiṅ āp ko bakrī kā bachchā bhej dūṅgā.” Tamr ne kahā,hīk hai, lekin use bhejne tak mujhe zamānat deṅ.”
1335  GEN 44:10  Mulāzim ne kahā,hīk hai aisā hī hogā. Lekin sirf wuhī merā ġhulām banegā jis ne pyālā churāyā hai. Bāqī sab āzād haiṅ.”
1451  GEN 47:30  Jab maiṅ mar kar apne bāpdādā se jā milūṅgā to mujhe Misr se le jā kar mere bāpdādā kī qabr meṅ dafnānā.” Yūsuf ne jawāb diyā,hīk hai.”
1620  EXO 4:18  Phir Mūsā apne susar Yitro ke ghar wāpas chalā gayā. Us ne kahā, “Mujhe zarā apne azīzoṅ ke pās wāpas jāne deṅ jo Misr meṅ haiṅ. Maiṅ mālūm karnā chāhtā hūṅ ki wuh abhī tak zindā haiṅ ki nahīṅ.” Yitro ne jawāb diyā,hīk hai, salāmatī se jāeṅ.”
1721  EXO 8:6  Firaun ne kahā,hīk hai, kal unheṅ ḳhatm karo.” Mūsā ne kahā, “Jaisā āp kahte haiṅ waisā hī hogā. Is tarah āp ko mālūm hogā ki hamāre Ḳhudā kī mānind koī nahīṅ hai.
1739  EXO 8:24  Firaun ne jawāb diyā,hīk hai, maiṅ tumheṅ jāne dūṅgā tāki tum registān meṅ Rab apne Ḳhudā ko qurbāniyāṅ pesh karo. Lekin tumheṅ zyādā dūr nahīṅ jānā hai. Aur mere lie bhī duā karnā.”
1740  EXO 8:25  Mūsā ne kahā,hīk, maiṅ jāte hī Rab se duā karūṅga. Kal hī makkhiyāṅ Firaun, us ke ohdedāroṅ aur us kī qaum se dūr ho jāeṅgī. Lekin hameṅ dubārā fareb na denā balki hameṅ jāne denā tāki ham Rab ko qurbāniyāṅ pesh kar sakeṅ.”
1788  EXO 10:10  Firaun ne tanzan kahā,hīk hai, jāo aur Rab tumhāre sāth ho. Nahīṅ, maiṅ kis tarah tum sab ko bāl-bachchoṅ samet jāne de saktā hūṅ? Tum ne koī burā mansūbā banāyā hai.
1807  EXO 10:29  Mūsā ne kahā,hīk hai, āp kī marzī. Maiṅ phir kabhī āp ke sāmne nahīṅ āūṅgā.”
5655  DEU 28:42  iḍḍiyoṅ ke ġhol tere mulk ke tamām daraḳhtoṅ aur fasloṅ par qabzā kar leṅge.
5892  JOS 2:21  Rāhab ne jawāb diyā,hīk hai, aisā hī ho.” Phir us ne unheṅ ruḳhsat kiyā aur wuh rawānā hue. Aur Rāhab ne apnī khiṛkī ke sāth mazkūrā rassā bāndh diyā.
6610  JDG 4:9  Daborā ne kahā,hīk hai, maiṅ zarūr āp ke sāth jāūṅgī. Lekin is sūrat meṅ āp ko Sīsarā par ġhālib āne kī izzat hāsil nahīṅ hogī balki ek aurat ko. Kyoṅki Rab Sīsarā ko ek aurat ke hawāle kar degā.” Chunāṅche Daborā Baraq ke sāth Qādis gaī.
6674  JDG 6:18  Maiṅ abhī jā kar qurbānī taiyār kartā hūṅ aur phir wāpas ā kar use tujhe pesh karūṅga. Us waqt tak rawānā na ho jānā.” Rab ne kahā,hīk hai, maiṅ terī wāpasī kā intazār karke hī jāūṅgā.”
6943  JDG 15:12  Yahūdāh ke mard bole, “Ham āp ko bāndh kar Filistiyoṅ ke hawāle karne āe haiṅ.” Samsūn ne kahā,hīk hai, lekin qasam khāeṅ ki āp ḳhud mujhe qatl nahīṅ kareṅge.”
7153  RUT 2:2  Ek din Rūt ne apnī sās se kahā, “Maiṅ khetoṅ meṅ jā kar fasal kī kaāī se bachī huī bāleṅ chun lūṅ. Koī na koī to mujhe is kī ijāzat degā.” Naomī ne jawāb diyā,hīk hai beī, jāeṅ.”
7179  RUT 3:5  Rūt ne jawāb diyā,hīk hai. Jo kuchh bhī āp ne kahā hai maiṅ karūṅgī.”
7182  RUT 3:8  Ādhī rāt ko Boaz ghabrā gayā. aol aol kar use patā chalā ki pairoṅ ke pās aurat paṛī hai.
7196  RUT 4:4  Yih zamīn hamāre ḳhāndān kā maurūsī hissā hai, is lie maiṅ ne munāsib samjhā ki āp ko ittalā dūṅ tāki āp yih zamīn ḳharīd leṅ. Bait-laham ke buzurg aur sāth baihe rāhnumā is ke gawāh hoṅge. Lāzim hai ki yih zamīn hamāre ḳhāndān kā hissā rahe, is lie batāeṅ ki kyā āp ise ḳharīd kar chhuṛāeṅge? Āp kā sab se qarībī rishtā hai, is lie yih āp hī kā haq hai. Agar āp zamīn ḳharīdnā na chāheṅ to yih merā haq banegā.” Rishtedār ne jawāb diyā,hīk hai, maiṅ ise ḳharīd kar chhuṛāūṅgā.”
7402  1SA 9:9  Sāūl ne kahā,hīk hai, chaleṅ.” Wuh shahr kī taraf chal paṛe tāki mard-e-Ḳhudā se bāt kareṅ. Jab pahāṛī ḍhalān par shahr kī taraf chaṛh rahe the to kuchh laṛkiyāṅ pānī bharne ke lie niklīṅ. Ādmiyoṅ ne un se pūchhā, “Kyā ġhaibbīn shahr meṅ hai?” (Purāne zamāne meṅ nabī ġhaibbīn kahlātā thā. Agar koī Allāh se kuchh mālūm karnā chāhtā to kahtā, “Āo, ham ġhaibbīn ke pās chaleṅ.”)
7420  1SA 9:27  Jab wuh shahr ke kināre par pahuṅche to Samuel ne Sāūl se kahā, “Apne naukar ko āge bhejeṅ.” Jab naukar chalā gayā to Samuel bolā,hahar jāeṅ, kyoṅki mujhe āp ko Allāh kā ek paiġhām sunānā hai.”
7449  1SA 11:2  Nāhas ne jawāb diyā,hīk hai, lekin is shart par ki maiṅ har ek kī dahnī āṅkh nikāl kar tamām Isrāīl kī be'izzatī karūṅga!”
7518  1SA 14:8  Yūnatan bolā,hīk hai. Phir ham yoṅ dushmanoṅ kī taraf baṛhte jāeṅge, ki ham unheṅ sāf nazar āeṅ.
7546  1SA 14:36  Phir us ne elān kiyā, “Āeṅ, ham abhī isī rāt Filistiyoṅ kā tāqqub karke un meṅ-mār kā silsilā jārī rakheṅ tāki ek bhī na bache.” Faujiyoṅ ne jawāb diyā,hīk hai, wuh kuchh kareṅ jo āp ko munāsib lage.” Lekin imām bolā, “Pahle ham Allāh se hidāyat leṅ.”
7614  1SA 16:17  Sāūl ne jawāb diyā,hīk hai, aisā hī karo. Kisī ko bulā lāo jo sāz bajāne meṅ māhir ho.”
7657  1SA 17:37  Jis Rab ne mujhe sher aur rīchh ke panje se bachā liyā hai wuh mujhe is Filistī ke hāth se bhī bachāegā.” Sāūl bolā,hīk hai, jāeṅ aur Rab āp ke sāth ho.”
7947  1SA 28:2  Dāūd ne jawāb diyā, “Zarūr. Ab āp ḳhud dekheṅge ki āp kā ḳhādim kyā karne ke qābil hai!” Akīs bolā,hīk hai. Pūrī jang ke daurān āp mere muhāfiz hoṅge.”
8066  2SA 2:14  Abinair ne Yoāb se kahā, “Āo, hamāre chand jawān hamāre sāmne ek dūsre kā muqābalā kareṅ.” Yoāb bolā,hīk hai.”
8097  2SA 3:13  Dāūd ne jawāb diyā,hīk hai, maiṅ āp ke sāth muāhadā kartā hūṅ. Lekin ek hī shart par, āp Sāūl kī beī Mīkal ko jo merī bīwī hai mere ghar pahuṅchāeṅ, warnā maiṅ āp se nahīṅ milūṅgā.”
8168  2SA 6:8  Dāūd ko baṛā ranj huā ki Rab kā ġhazab Uzzā par yoṅ ū paṛā hai. Us waqt se us jagah kā nām Paraz-uzzā yānī ‘Uzzā par ū Paṛnā’ hai.
8380  2SA 14:21  Dāūd ne Yoāb ko bulā kar us se kahā,hīk hai, maiṅ āp kī darḳhāst pūrī karūṅga. Jāeṅ, mere bee Abīsalūm ko wāpas le āeṅ.”
8401  2SA 15:9  Bādshāh ne jawāb diyā,hīk hai. Salāmatī se jāeṅ.”
8485  2SA 18:4  Bādshāh ne jawāb diyā,hīk hai, jo kuchh āp ko māqūl lagtā hai wuhī karūṅga.” Wuh shahr ke darwāze par khaṛā huā, aur tamām mard sau sau aur hazār hazār ke gurohoṅ meṅ us ke sāmne se guzar kar bāhar nikle.
8552  2SA 19:39  Dāūd ne jawāb diyā,hīk hai, Kimhām mere sāth jāe. Aur jo kuchh bhī āp chāheṅge maiṅ us ke lie karūṅga. Agar koī kām hai jo maiṅ āp ke lie kar saktā hūṅ to maiṅ hāzir hūṅ.”
8574  2SA 20:17  Jab Yoāb dīwār ke pās āyā to aurat ne sawāl kiyā, “Kyā āp Yoāb haiṅ?” Yoāb ne jawāb diyā, “Maiṅ hī hūṅ.” Aurat ne darḳhāst kī, “Zarā merī bātoṅ par dhyān deṅ.” Yoāb bolā,hīk hai, maiṅ sun rahā hūṅ.”
8578  2SA 20:21  Mere āne kā ek aur maqsad hai. Ifrāīm ke pahāṛī ilāqe kā ek ādmī Dāūd Bādshāh ke ḳhilāf uh khaṛā huā hai jis kā nām Sabā bin Bikrī hai. Use ḍhūnḍ rahe haiṅ. Use hamāre hawāle kareṅ to ham shahr ko chhoṛ kar chale jāeṅge.” Aurat ne kahā,hīk hai, ham dīwār par se us kā sar āp ke pās phaiṅk deṅge.”
8811  1KI 2:38  Simaī ne jawāb diyā,hīk hai, jo kuchh mere āqā ne farmāyā hai maiṅ karūṅga.” Simaī der tak bādshāh ke hukm ke mutābiq Yarūshalam meṅ rahā.
8815  1KI 2:42  Tab us ne use bulā kar pūchhā, “Kyā maiṅ ne āp ko āgāh karke nahīṅ kahā thā ki yaqīn jāneṅ ki jyoṅ hī āp Yarūshalam se nikleṅge āp ko mār diyā jāegā, ḳhāh āp kahīṅ bhī jānā chāheṅ. Aur kyā āp ne jawāb meṅ Rab kī qasam khā kar nahīṅ kahā thā,hīk hai, maiṅ aisā hī karūṅga?’
8843  1KI 3:24  hīk hai, phir mere pās talwār le āeṅ!” Us ke pās talwār lāī gaī.
8845  1KI 3:26  Yih sun kar bachche kī haqīqī māṅ ne jis kā dil apne bee ke lie taṛaptā thā bādshāh se iltamās kī, “Nahīṅ mere āqā, use mat māreṅ! Barāh-e-karm use isī ko de dījie.” Lekin dūsrī aurat bolī,hīk hai, use deṅ. Agar yih merā nahīṅ hogā to kam az kam terā bhī nahīṅ hogā.”
9445  1KI 20:34  Bin-hadad ne Aḳhiyab se kahā, “Maiṅ āp ko wuh tamām shahr wāpas kar detā hūṅ jo mere bāp ne āp ke bāp se chhīn lie the. Āp hamāre dārul-hukūmat Damishq meṅ tijāratī marākiz bhī qāym kar sakte haiṅ, jis tarah mere bāp ne pahle Sāmariya meṅ kiyā thā.” Aḳhiyab bolā,hīk hai. Is ke badle meṅ maiṅ āp ko rihā kar dūṅgā.” Unhoṅ ne muāhadā kiyā, phir Aḳhiyab ne Shām ke bādshāh ko rihā kar diyā.
9481  1KI 21:27  Jab Aḳhiyab ne Iliyās kī yih bāteṅ sunīṅ to us ne apne kapṛe phāṛ kar ā oṛh liyā. Rozā rakh kar wuh ġhamgīn hālat meṅ phirtā rahā. ā us ne sote waqt bhī na utārā.
9668  2KI 5:17  Āḳhirkār Nāmān mān gayā. Us ne kahā,hīk hai, lekin mujhe zarā ek kām karne kī ijāzat deṅ. Maiṅ yahāṅ se itnī miī apne ghar le jānā chāhtā hūṅ jitnī do ḳhachchar ukar le jā sakte haiṅ. Kyoṅki āindā maiṅ us par Rab ko bhasm hone wālī aur zabah kī qurbāniyāṅ chaṛhānā chāhtā hūṅ. Ab se maiṅ kisī aur mābūd ko qurbāniyāṅ pesh nahīṅ karūṅga.
9680  2KI 6:2  Kyoṅ na ham Dariyā-e-Yardan par jāeṅ aur har ādmī wahāṅ se shahtīr le āe tāki ham rahne kī naī jagah banā sakeṅ.” Ilīshā bolā,hīk hai, jāeṅ.”
9869  2KI 12:16  hekedāroṅ se hisāb na liyā gayā jab unheṅ kārīgaroṅ ko paise dene the, kyoṅki wuh qābil-e-etamād the.
10156  2KI 22:7  hekedāroṅ ko aḳhrājāt kā hisāb-kitāb dene kī zarūrat nahīṅ hai, kyoṅki wuh qābil-e-etamād haiṅ.”
10776  1CH 13:11  Dāūd ko baṛā ranj huā ki Rab kā ġhazab Uzzā par yoṅ ū paṛā hai. Us waqt se us jagah kā nām Paraz-uzzā yānī ‘Uzzā par ū Paṛnā’ hai.
12330  NEH 2:18  Maiṅ ne unheṅ batāyā ki Allāh kā shafīq hāth kis tarah mujh par rahā thā aur ki shahanshāh ne mujh se kis qism kā wādā kiyā thā. Yih sun kar unhoṅ ne jawāb diyā,hīk hai, āeṅ ham tāmīr kā kām shurū kareṅ!” Chunāṅche wuh is achchhe kām meṅ lag gae.
12516  NEH 9:1  Usī mahīne ke 24weṅ din Isrāīlī rozā rakhne ke lie jamā hue. ā ke libās pahne hue aur sar par ḳhāk ḍāl kar wuh Yarūshalam āe.
12782  EST 4:16  hīk hai, phir jāeṅ aur Sosan meṅ rahne wāle tamām Yahūdiyoṅ ko jamā kareṅ. Mere lie rozā rakh kar tīn din aur tīn rāt na kuchh khāeṅ, na pieṅ. Maiṅ bhī apnī naukarāniyoṅ ke sāth mil kar rozā rakhūṅgī. Is ke bād bādshāh ke pās jāūṅgī, go yih qānūn ke ḳhilāf hai. Agar marnā hai to mar hī jāūṅgī.”
12885  JOB 1:12  Rab ne Iblīs se kahā,hīk hai, jo kuchh bhī us kā hai wuh tere hāth meṅ hai. Lekin us ke badan ko hāth na lagānā.” Iblīs Rab ke huzūr se chalā gayā.
12901  JOB 2:6  Rab ne Iblīs se kahā,hīk hai, wuh tere hāth meṅ hai. Lekin us kī jān ko mat chheṛnā.”
18367  ISA 33:18  Tab tū guzare hue haulnāk waqt par ġhaur-o-ḳhauz karke pūchhegā, “Dushman ke baṛe afsar kidhar haiṅ? aiks lene wālā kahāṅ ġhāyb huā? Wuh afsar kidhar hai jo burjoṅ kā hisāb-kitāb kartā thā?”
19478  JER 19:2  shahr se nikal jā. Wādī-e-Bin-hinnūm meṅ chalā jā jo shahr ke darwāze banāmhīkre kā Darwāzā’ ke sāmne hai. Wahāṅ wuh kalām sunā jo maiṅ tujhe sunāne ko kahūṅgā.
19969  JER 38:5  Sidqiyāh Bādshāh ne jawāb diyā,hīk hai, wuh āp ke hāth meṅ hai. Maiṅ āp ko rok nahīṅ saktā.”
20048  JER 42:4  Yarmiyāh ne jawāb diyā,hīk hai, maiṅ duā meṅ zarūr Rab āp ke Ḳhudā ko āp kī guzārish pesh karūṅga. Aur jo bhī jawāb Rab de wuh maiṅ lafz balafz āp ko batā dūṅgā. Maiṅ āp ko kisī bhī bāt se mahrūm nahīṅ rakhūṅgā.”
20199  JER 49:3  “Ai Hasbon, wāwailā kar, kyoṅki Aī Shahr barbād huā hai. Ai Rabbā kī beiyo, madad ke lie chillāo! ā oṛh kar mātam karo! Fasīl ke andar bechainī se idhar-udhar phiro! Kyoṅki Malik Dewatā apne pujāriyoṅ aur buzurgoṅ samet jilāwatan ho jāegā.
20411  LAM 2:10  Siyyūn Beī ke buzurg ḳhāmoshī se zamīn par baih gae haiṅ. ā ke libās oṛh kar unhoṅ ne apne saroṅ par ḳhāk ḍāl lī hai. Yarūshalam kī kuṅwāriyāṅ bhī apne saroṅ ko jhukāe baihaiṅ.
20613  EZK 4:15  Tab Rab ne jawāb diyā,hīk hai, roī ko banāne ke lie tū insān ke fuzle ke bajāe gobar istemāl kar saktā hai. Maiṅ tujhe is kī ijāzat detā hūṅ.”
22366  JOL 1:6  iḍḍiyoṅ kī zabardast aur anginat qaum mere mulk par ū paṛī hai. Un ke sher ke-se dāṅt aur shernī kā-sā jabṛā hai.
22367  JOL 1:7  Natīje meṅ mere angūr kī beleṅ tabāh, mere anjīr ke daraḳht zāe ho gae haiṅ. iḍḍiyoṅ ne chhāl ko bhī utār liyā, ab shāḳheṅ safed safed nazar ātī haiṅ.
23012  ZEC 5:7  okrī par sīse kā ḍhaknā thā. Ab wuh khul gayā, aur okrī meṅ baihuī ek aurat dikhāī dī.
23014  ZEC 5:9  Maiṅ ne dubārā apnī nazar uhāī to do auratoṅ ko dekhā. Un ke laqlaq ke-se par the, aur uṛte waqt hawā un ke sāth thī. okrī ke pās pahuṅch kar wuh use ukar āsmān-o-zamīn ke darmiyān le gaīṅ.
23349  MAT 5:46  Agar tum sirf unhīṅ se muhabbat karo jo tum se karte haiṅ to tum ko kyā ajr milegā? aiks lene wāle bhī to aisā hī karte haiṅ.
23389  MAT 7:4  Tū kyoṅkar apne bhāī se kah saktā hai,hahro, mujhe tumhārī āṅkh meṅ paṛā tinkā nikālne do,’ jabki terī apnī āṅkh meṅ shahtīr hai.
25106  LUK 3:12  aiks lene wāle bhī baptismā lene ke lie āe to unhoṅ ne pūchhā, “Ustād, ham kyā kareṅ?”
26872  JHN 18:18  hanḍ thī, is lie ġhulāmoṅ aur pahredāroṅ ne lakaṛī ke koeloṅ se āg jalāī. Ab wuh us ke pās khaṛe tāp rahe the. Patras bhī un ke sāth khaṛā tāp rahā thā.
29106  2CO 12:16  hīk hai, maiṅ āp ke lie bojh na banā. Lekin bāz sochte haiṅ ki maiṅ chālāk hūṅ aur āp ko dhoke se apne jāl meṅ phaṅsā liyā.
30913  REV 9:5  iḍḍiyoṅ ko in logoṅ ko mār ḍālne kā iḳhtiyār na diyā gayā balki unheṅ batāyā gayā ki wuh pāṅch mahīnoṅ tak in ko aziyat deṅ. Aur yih aziyat us taklīf kī mānind hai jo tab paidā hotī hai jab bichchhū kisī ko ḍanak mārtā hai.
30915  REV 9:7  iḍḍiyoṅ kī shakl-o-sūrat jang ke lie taiyār ghoṛoṅ kī mānind thī. Un ke saroṅ par sone ke tājoṅ jaisī chīzeṅ thīṅ aur un ke chehre insānoṅ ke chehroṅ kī mānind the.