4535 | NUM 26:44 | Āshar ke qabīle ke 53,400 mard the. Qabīle ke pāṅch kunbe Yimnī, Iswī, Barī'ī, Hibarī aur Malkiyelī the. Pahle tīn kunbe Āshar ke beṭoṅ Yimnā, Iswī aur Bariyā se jabki bāqī Bariyā ke beṭoṅ Hibar aur Malkiyel se nikle hue the. Āshar kī ek beṭī banām Sirah bhī thī. |
6226 | JOS 15:22 | Qīnā, Dīmūnā, Ad'adā, |
6237 | JOS 15:33 | Maġhrib ke nashebī pahāṛī ilāqe meṅ yih shahr the: Istāl, Sur'ā, Asnā, |
6242 | JOS 15:38 | Dil'ān, Misfāh, Yuqtiyel, |
6256 | JOS 15:52 | In ke alāwā yih shahr bhī the: Arāb, Dūmā, Ish'ān, |
6364 | JOS 19:41 | Us ke ilāqe meṅ yih shahr shāmil the: Sur'ā, Istāl, Īr-shams, |
6365 | JOS 19:42 | Sha'ālabbīn, Aiyālon, Itlā, |
8686 | 2SA 23:30 | Bināyāh Fir'ātonī, Nahle-jās kā Hiddī, |
8688 | 2SA 23:32 | Iliyahbā Sa'ālbūnī, banī Yasīn, Yūnatan bin Sammā Harārī, Aḳhiyām bin Sarār-harārī, |
10365 | 1CH 2:55 | aur Yābīz meṅ ābād munshiyoṅ ke ḳhāndān Tir'ātī, Sim'ātī aur Sūkātī. Yih sab Qīnī the jo Raikābiyoṅ ke bāp Hammat se nikle the. |
10431 | 1CH 4:42 | Ek din Shamāūn ke 500 ādmī Yisaī ke chār beṭoṅ Falatiyāh, Na'ariyāh, Rifāyāh aur Uzziyel kī rāhnumāī meṅ Saīr ke pahāṛī ilāqe meṅ ghus gae. |
10439 | 1CH 5:7 | Un ke nasabnāme meṅ us ke bhāī un ke ḳhāndānoṅ ke mutābiq darj kie gae haiṅ, sar-e-fahrist Ya'iyel, phir Zakariyāh |
10591 | 1CH 8:12 | Ilfāl ke āṭh beṭe Ibar, Mish'ām, Samad, Bariyā, Samā, Aḳhiyo, Shāshaq aur Yarīmot the. Samad Onū, Lūd aur gird-o-nawāh kī ābādiyoṅ kā bānī thā. Bariyā aur Samā Aiyālon ke bāshindoṅ ke sarbarāh the. Unhīṅ ne Jāt ke bāshindoṅ ko nikāl diyā. |
10616 | 1CH 8:37 | Mauzā ke Bin'ā, Bin'ā ke Rāfā, Rāfā ke Iliyāsā aur Iliyāsā ke Asīl. |
10617 | 1CH 8:38 | Asīl ke chhih beṭe Azrīqām, Bokirū, Ismāīl, Sa'ariyāh, Abadiyāh aur Hanān the. |
10662 | 1CH 9:43 | Mauzā ke Bin'ā, banā ke Rifāyāh, Rifāyāh ke Iliyāsā aur Iliyāsā ke Asīl. |
10663 | 1CH 9:44 | Asīl ke chhih beṭe Azrīqām, Bokirū, Ismāīl, Sa'ariyāh, Abadiyāh aur Hanān the. |
10710 | 1CH 11:33 | Azmāwat Bahrūmī, Iliyahbā Sa'ālbūnī, |
10721 | 1CH 11:44 | Uzziyāh Astarātī, Ḳhūtām Aroīrī ke beṭe Samā aur Ya'iyel, |
10830 | 1CH 16:5 | Un kā sarbarāh Āsaf jhāṅjh bajātā thā. Us kā nāyb Zakariyāh thā. Phir Ya'iyel, Samīrāmot, Yihiyel, Mattitiyāh, Iliyāb, Bināyāh, Obed-adom aur Ya'iyel the jo sitār aur sarod bajāte the. |
11429 | 2CH 11:10 | Sur'ā, Aiyālon aur Habrūn. Yahūdāh aur Binyamīn ke in qilāband shahroṅ ko |
11588 | 2CH 19:7 | Chunāṅche Allāh kā ḳhauf mān kar ehtiyāt se logoṅ kā insāf kareṅ. Kyoṅki jahāṅ Rab hamārā Ḳhudā hai wahāṅ be'insāfī, jānibdārī aur rishwatkhorī ho hī nahīṅ saktī.” |
11809 | 2CH 29:13 | Ilīsafan ke ḳhāndān kā Simrī aur Ya'iyel, Āsaf ke ḳhāndān kā Zakariyāh aur Mattaniyāh, |
12300 | EZR 10:43 | Nabū ke ḳhāndān kā Ya'iyel, Mattitiyāh, Zabad, Zabīnā, Yaddī, Yoel aur Bināyāh. |
12621 | NEH 11:29 | Ain-rimmon, Sur'ā, Yarmūt, |
14034 | PSA 9:3 | Maiṅ shādmān ho kar terī ḳhushī manāūṅgā. Ai Allāh T'ālā, maiṅ tere nām kī tamjīd meṅ gīt gāūṅgā. |
15478 | PSA 92:2 | Zabūr. Sabat ke lie gīt. Rab kā shukr karnā bhalā hai. Ai Allāh T'ālā, tere nām kī madahsarāī karnā bhalā hai. |
19352 | JER 13:17 | Lekin agar tum na suno to maiṅ tumhāre takabbur ko dekh kar poshīdagī meṅ giryā-o-zārī karūṅga. Maiṅ zār zār ro'ūṅgā, merī āṅkhoṅ se āṅsū zor se ṭapkeṅge, kyoṅki dushman Rab ke rewaṛ ko pakaṛ kar jilāwatan kar degā. |
19602 | JER 24:9 | Maiṅ hone dūṅgā ki wuh duniyā ke tamām mamālik ke lie dahshat aur āfat kī alāmat ban jāeṅge. Jahāṅ bhī maiṅ unheṅ muntashir karūṅga wahāṅ wuh ibratangez misāl ban jāeṅge. Har jagah log un kī be'izzatī, unheṅ lān-tān aur un par lānat kareṅge. |
21038 | EZK 21:30 | Ai Isrāīl ke bigaṛe hue aur bedīn ra'īs, ab wuh waqt ā gayā hai jab tujhe hatmī sazā dī jāegī. |
25615 | LUK 13:28 | Wahāṅ tum rote aur dāṅt pīste rahoge. Kyoṅki tum dekhoge ki Ibrāhīm, Is'hāq, Yāqūb aur tamām nabī Allāh kī bādshāhī meṅ haiṅ jabki tum ko nikāl diyā gayā hai. |
25768 | LUK 18:11 | Farīsī khaṛā ho kar yih duā karne lagā, ‘Ai Ḳhudā, maiṅ terā shukr kartā hūṅ ki maiṅ bāqī logoṅ kī tarah nahīṅ hūṅ. Na maiṅ ḍākū hūṅ, na be'insāf, na zinākār. Maiṅ is ṭaiks lene wāle kī mānind bhī nahīṅ hūṅ. |
28974 | 2CO 6:8 | Ham apnī ḳhidmat jārī rakhte haiṅ, chāhe log hamārī izzat kareṅ chāhe be'izzatī, chāhe wuh hamārī burī riporṭ deṅ chāhe achchhī. Agarche hamārī ḳhidmat sachchī hai, lekin log hameṅ daġhābāz qarār dete haiṅ. |