Wildebeest analysis examples for:   urd-urdgvr   Word),    February 25, 2023 at 01:29    Script wb_pprint_html.py   by Ulf Hermjakob

569  GEN 22:21  Us ke pahlauṭhe Ūz ke bād Būz, Qamuel (Arām kā bāp),
3166  LEV 14:54  Lāzim hai ki har qism kī wabāī bīmārī se aise nipṭo jaise bayān kiyā gayā hai, chāhe wuh wabāī jildī bīmāriyāṅ hoṅ (masalan ḳhārish, sūjan, papaṛī yā safed daġh), chāhe kapṛoṅ yā gharoṅ meṅ phaphūṅdī ho.
8979  1KI 7:42  zanjīroṅ ke ūpar lage anār (fī bālāī hissā 200 adad),
10719  1CH 11:42  Adīnā bin Sīzā (Rūbin ke qabīle kā yih sardār 30 faujiyoṅ par muqarrar thā),
10727  1CH 12:3  Un kā rāhnumā Aḳhiyazar, phir Yuās (donoṅ Samā'āh Jibiyātī ke beṭe the), Yaziyel aur Falat (donoṅ Azmāwat ke beṭe the), Barākā, Yāhū Anatotī,
11163  1CH 28:15  sone aur chāṅdī ke charāġhdān aur un ke charāġh (muḳhtalif charāġhdānoṅ ke wazn farq the, kyoṅki har ek kā wazn us ke maqsad par munhasir thā),
11264  2CH 4:13  zanjīroṅ ke ūpar lage anār (fī bālāī hissā 200 adad),
23489  MAT 10:3  Filippus, Bartulmāī, Tomā, Mattī (jo ṭaiks lene wālā thā), Yāqūb bin Halfaī, Taddī,
27175  ACT 6:5  Yih bāt pūrī jamāt ko pasand āī aur unhoṅ ne sāt ādmī chun lie: Stifanus (jo īmān aur Rūhul-quds se māmūr thā), Filippus, Pruḳhurus, Nīkānor, Tīmon, Parminās aur Antākiyā kā Nīkulāus. (Nīkulāos Ġhairyahūdī thā jis ne Īsā par īmān lāne se pahle Yahūdī mazhab ko apnā liyā thā.)