246 | GEN 10:11 | Us mulk se nikal kar wuh Asūr chalā gayā jahāṅ us ne Nīnwā, Rahobot-īr, Kalah |
315 | GEN 12:16 | Firaun ne Sāray kī ḳhātir Abrām par ehsān karke use bheṛ-bakriyāṅ, gāy-bail, gadhe-gadhiyāṅ, naukar-chākar aur ūṅṭ die. |
324 | GEN 13:5 | Lūt ke pās bhī bahut-sī bheṛ-bakriyāṅ, gāy-bail aur ḳhaime the. |
336 | GEN 13:17 | Chunāṅche uṭh kar is mulk kī har jagah chal-phir, kyoṅki maiṅ ise tujhe detā hūṅ.” |
510 | GEN 20:14 | Phir Abīmalik ne Ibrāhīm ko bheṛ-bakriyāṅ, gāy-bail, ġhulām aur launḍiyāṅ de kar us kī bīwī Sārā ko use wāpas kar diyā. |
627 | GEN 24:35 | Rab ne mere āqā ko bahut barkat dī hai. Wuh bahut amīr ban gayā hai. Rab ne use kasrat se bheṛ-bakriyāṅ, gāy-bail, sonā-chāṅdī, ġhulām aur launḍiyāṅ, ūṅṭ aur gadhe die haiṅ. |
707 | GEN 26:14 | Us ke pās itnī bheṛ-bakriyāṅ, gāy-bail aur ġhulām the ki Filistī us se hasad karne lage. |
934 | GEN 32:6 | Wahāṅ mujhe bail, gadhe, bheṛ-bakriyāṅ, ġhulām aur launḍiyāṅ hāsil hue haiṅ. Ab maiṅ apne mālik ko ittalā de rahā hūṅ ki wāpas ā gayā hūṅ aur āp kī nazar-e-karm kā ḳhāhishmand hūṅ.” |
936 | GEN 32:8 | Yāqūb ghabrā kar bahut pareshān huā. Us ne apne sāth ke tamām logoṅ, bheṛ-bakriyoṅ, gāy-bailoṅ aur ūṅṭoṅ ko do gurohoṅ meṅ taqsīm kiyā. |
974 | GEN 33:13 | Yāqūb ne jawāb diyā, “Mere mālik, āp jānte haiṅ ki mere bachche nāzuk haiṅ. Mere pās bheṛ-bakriyāṅ, gāy-bail aur un ke dūdh pīne wāle bachche bhī haiṅ. Agar maiṅ unheṅ ek din ke lie bhī had se zyādā hāṅkūṅ to wuh mar jāeṅge. |
1009 | GEN 34:28 | Wuh bheṛ-bakriyāṅ, gāy-bail, gadhe aur shahr ke andar aur bāhar kā sab kuchh le kar chalte bane. |
1369 | GEN 45:10 | Āp Jushan ke ilāqe meṅ rah sakte haiṅ. Wahāṅ āp mere qarīb hoṅge, āp, āp kī āl-o-aulād, gāy-bail, bheṛ-bakriyāṅ aur jo kuchh bhī āp kā hai. |
1394 | GEN 46:7 | Yāqūb ke beṭe-beṭiyāṅ, pote-potiyāṅ aur bāqī aulād sab sāth gae. |
1419 | GEN 46:32 | Maiṅ us se kahūṅgā, ‘Yih ādmī bheṛ-bakriyoṅ ke charwāhe haiṅ. Wuh maweshī pālte haiṅ, is lie apnī bheṛ-bakriyāṅ, gāy-bail aur bāqī sārā māl apne sāth le āe haiṅ.’ |
1422 | GEN 47:1 | Yūsuf Firaun ke pās gayā aur use ittalā de kar kahā, “Merā bāp aur bhāī apnī bheṛ-bakriyoṅ, gāy-bailoṅ aur sāre māl samet Mulk-e-Kanān se ā kar Jushan meṅ ṭhahre hue haiṅ.” |
1438 | GEN 47:17 | Chunāṅche wuh apne ghoṛe, bheṛ-bakriyāṅ, gāy-bail aur gadhe Yūsuf ke pās le āe. In ke ewaz us ne unheṅ ḳhurāk dī. Us sāl us ne unheṅ un ke tamām maweshiyoṅ ke ewaz ḳhurāk muhaiyā kī. |
1746 | EXO 9:3 | to Rab apnī qudrat kā izhār karke āp ke maweshiyoṅ meṅ bhayānak wabā phailā degā jo āp ke ghoṛoṅ, gadhoṅ, ūṅṭoṅ, gāy-bailoṅ, bheṛ-bakriyoṅ aur menḍhoṅ meṅ phail jāegī. |
1787 | EXO 10:9 | Mūsā ne jawāb diyā, “Hamāre jawān aur būṛhe sāth jāeṅge. Ham apne beṭe-beṭiyoṅ, bheṛ-bakriyoṅ aur gāy-bailoṅ ko bhī sāth le kar jāeṅge. Ham sab ke sab jāeṅge, kyoṅki hameṅ Rab kī Īd manānī hai.” |
4675 | NUM 31:9 | Isrāīliyoṅ ne Midiyānī auratoṅ aur bachchoṅ ko giriftār karke un ke tamām gāy-bail, bheṛ-bakriyāṅ aur māl lūṭ liyā. |
4698 | NUM 31:32 | Unhoṅ ne 6,75,000 bheṛ-bakriyāṅ, 72,000 gāy-bail aur 61,000 gadhe gine. |
4702 | NUM 31:36 | Faujiyoṅ ko tamām chīzoṅ kā ādhā hissā mil gayā yānī 3,37,500 bheṛ-bakriyāṅ, 36,000 gāy-bail, 30,500 gadhe aur 16,000 qaidī kuṅwāriyāṅ. In meṅ se unhoṅ ne 675 bheṛ-bakriyāṅ, 72 gāy-bail, 61 gadhe aur 32 laṛkiyāṅ Rab ko dīṅ. |
4755 | NUM 32:35 | Atarāt-shofān, Yāzer, Yugbahā, |
4775 | NUM 33:13 | Alūs, Rafīdīm jahāṅ pīne kā pānī dastyāb na thā, Dasht-e-Sīnā, Qabrot-hattāwā, Hasīrāt, Ritmā, Rimmon-fāras, Libnā, Rissā, Qahīlātā, Sāfar Pahāṛ, Harādā, Maqhīlot, Tahat, Tārah, Mitaqā, Hashmūnā, Mausīrot, Banī-yāqān, Hor-hajjidjād, Yutbātā, Abrūnā, Asyūn-jābar, Dasht-e-Sīn meṅ wāqe Qādis aur Hor Pahāṛ jo Adom kī sarhad par wāqe hai. |
4803 | NUM 33:41 | Hor Pahāṛ se rawānā ho kar Isrāīlī zail kī jaghoṅ par ṭhahre: Zalmūnā, Fūnon, Obot, Aiye-abārīm jo Moāb ke ilāqe meṅ thā, Dībon-jad, Almūn-diblātāym aur Nabū ke qarīb wāqe Abārīm kā pahāṛī ilāqā. |
4826 | NUM 34:8 | Labo-hamāt, Sidād, |
5254 | DEU 12:12 | Wahāṅ Rab ke sāmne tum, tumhāre beṭe-beṭiyāṅ, tumhāre ġhulām aur launḍiyāṅ ḳhushī manāeṅ. Apne shahroṅ meṅ ābād Lāwiyoṅ ko bhī apnī ḳhushī meṅ sharīk karo, kyoṅki un ke pās maurūsī zamīn nahīṅ hogī. |
5260 | DEU 12:18 | Yih chīzeṅ sirf Rab ke huzūr khānā yānī us jagah par jise wuh maqdis ke lie chunegā. Wahīṅ tū apne beṭe-beṭiyoṅ, ġhulāmoṅ, launḍiyoṅ aur apne qabāylī ilāqe ke Lāwiyoṅ ke sāth jamā ho kar ḳhushī manā ki Rab ne hamārī mehnat ko barkat dī hai. |
5296 | DEU 14:4 | Tum bail, bheṛ-bakrī, |
5318 | DEU 14:26 | Wahāṅ pahuṅch kar un paisoṅ se jo jī chāhe ḳharīdnā, ḳhāh gāy-bail, bheṛ-bakrī, mai yā mai jaisī koī aur chīz kyoṅ na ho. Phir apne gharāne ke sāth mil kar Rab apne Ḳhudā ke huzūr yih chīzeṅ khānā aur ḳhushī manānā. |
5335 | DEU 15:14 | balki apnī bheṛ-bakriyoṅ, anāj, tel aur mai se use faiyāzī se kuchh de, yānī un chīzoṅ meṅ se jin se Rab tere Ḳhudā ne tujhe barkat dī hai. |
5355 | DEU 16:11 | Is ke lie bhī us jagah jamā ho jā jo Rab apne nām kī sukūnat ke lie chunegā. Wahāṅ us ke huzūr ḳhushī manā. Tere bāl-bachche, tere ġhulām aur launḍiyāṅ aur tere shahroṅ meṅ rahne wāle Lāwī, pardesī, yatīm aur bewāeṅ sab terī ḳhushī meṅ sharīk hoṅ. |
5358 | DEU 16:14 | Īd ke mauqe par ḳhushī manānā. Tere bāl-bachche, tere ġhulām aur launḍiyāṅ aur tere shahroṅ meṅ basne wāle Lāwī, pardesī, yatīm aur bewāeṅ sab terī ḳhushī meṅ sharīk hoṅ. |
5884 | JOS 2:13 | ki āp mere māṅ-bāp, mere bahan-bhāiyoṅ aur un ke ghar wāloṅ ko zindā chhoṛ kar hameṅ maut se bachāe rakheṅge.” |
5889 | JOS 2:18 | ki āp hamāre is mulk meṅ āte waqt qirmizī rang kā yih rassā us khiṛkī ke sāmne bāndh deṅ jis meṅ se āp ne hameṅ utarne diyā hai. Yih bhī lāzim hai ki us waqt āp ke māṅ-bāp, bhāī-bahneṅ aur tamām ghar wāle āp ke ghar meṅ hoṅ. |
5972 | JOS 6:21 | Jo kuchh bhī shahr meṅ thā use unhoṅ ne talwār se mār kar Rab ke lie maḳhsūs kiyā, ḳhāh mard yā aurat, jawān yā buzurg, gāy-bail, bheṛ-bakrī yā gadhā thā. |
5974 | JOS 6:23 | Chunāṅche yih jawān ādmī gae aur Rāhab, us ke māṅ-bāp, bhāiyoṅ aur bāqī rishtedāroṅ ko us kī milkiyat samet nikāl kar ḳhaimāgāh se bāhar kahīṅ basā diyā. |
6002 | JOS 7:24 | Phir Yashua aur tamām Isrāīlī Akan bin Zārah ko pakaṛ kar Wādī-e-Akūr meṅ le gae. Unhoṅ ne chāṅdī, libās, sone kī īṅṭ, Akan ke beṭe-beṭiyoṅ, gāy-bailoṅ, gadhoṅ, bheṛ-bakriyoṅ aur us ke ḳhaime ġharz us kī pūrī milkiyat ko us wādī meṅ pahuṅchā diyā. |
6152 | JOS 12:20 | Simron-maron, Akshāf, |
6173 | JOS 13:17 | aur Hasbon tak. Wahāṅ ke maidān-e-murtafā par wāqe tamām shahr bhī Rūbin ke sapurd kie gae yānī Dībon, Bāmāt-bāl, Bait-bāl-maūn, |
6176 | JOS 13:20 | Bait-faġhūr, Pisgā ke pahāṛī silsile par maujūd ābādiyāṅ aur Bait-yasīmot. |
6182 | JOS 13:26 | aur Hasbon ke bādshāh Sīhon kī bādshāhī kā bāqī shimālī hissā yānī Hasbon, Rāmatul-Misfāh aur Batūnīm ke darmiyān kā ilāqā aur Mahanāym aur Dabīr ke darmiyān kā ilāqā. Is ke alāwā Jad ko Wādī-e-Yardan kā wuh mashriqī hissā bhī mil gayā jo Bait-hāram, Bait-nimrā, Sukkāt aur Safon par mushtamil thā. Yoṅ us kī shimālī sarhad Kinnarat yānī Galīl kī Jhīl kā junūbī kinārā thā. |
6229 | JOS 15:25 | Hasūr-hadattā, Qariyot-hasron yānī Hasūr, |
6231 | JOS 15:27 | Hasār-jaddā, Hishmon, Bait-falat, |
6232 | JOS 15:28 | Hasār-suāl, Bair-sabā, Bizyotiyāh, |
6238 | JOS 15:34 | Zanūh, Ain-jannīm, Taffuah, Ainām, |
6241 | JOS 15:37 | In ke alāwā yih shahr bhī the: Zanān, Hadāshā, Mijdal-jad, |
6245 | JOS 15:41 | Jadīrot, Bait-dajūn, Nāmā aur Maqqedā. In shahroṅ kī tādād 16 thī. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ us ke sāth ginī jātī thīṅ. |
6257 | JOS 15:53 | Yanūm, Bait-taffuah, Afīqā, |
6262 | JOS 15:58 | In ke alāwā yih shahr bhī the: Halhūl, Bait-sūr, Jadūr, |
6265 | JOS 15:61 | Registān meṅ yih shahr Yahūdāh ke qabīle ke the: Bait-arābā, Middīn, Sakākā, |
6288 | JOS 17:11 | Āshar aur Ishkār ke ilāqoṅ ke darj-e-zail shahr Manassī kī milkiyat the: Bait-shān, Ibliyām, Dor yānī Nāfat-dor, Ain-dor, Tānak aur Majiddo un ke gird-o-nawāh kī ābādiyoṅ samet. |
6316 | JOS 18:21 | Zail ke shahr is ilāqe meṅ shāmil the: Yarīhū, Bait-hujlāh, Imaq-qasīs, |
6317 | JOS 18:22 | Bait-arābā, Samraim, Baitel, |
6319 | JOS 18:24 | Kafarul-ammonī, Ufnī aur Jibā. Yih kul 12 shahr the. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ us ke sāth ginī jātī thīṅ. |
6326 | JOS 19:3 | Hasār-suāl, Bālā, Azam, |
6328 | JOS 19:5 | Siqlāj, Bait-markabot, Hasār-sūsā, |
6336 | JOS 19:13 | Wahāṅ se wuh mazīd mashriq kī taraf baṛhtī huī Jāt-hifar, Et-qāzīn aur Rimmon se ho kar Neā ke pās āī. |
6344 | JOS 19:21 | Raimat, Ain-jannīm, Ain-haddā aur Bait-fassīs. |
6356 | JOS 19:33 | Junūb meṅ us kī sarhad Dariyā-e-Yardan par Laqqūm se shurū huī aur maġhrib kī taraf chaltī chaltī Yabniyel, Adāmī-naqb, Ailon-zānanīm aur Halaf se ho kar Aznūt-tabūr tak pahuṅchī. Wahāṅ se wuh maġhribī sarhad kī haisiyat se Huqqoq ke pās āī. Naftālī kī junūbī sarhad Zabūlūn kī shimālī sarhad aur maġhrib meṅ Āshar kī mashriqī sarhad thī. Dariyā-e-Yardan aur Yahūdāh us kī mashriqī sarhad thī. |
6360 | JOS 19:37 | Qādis, Idraī, Ain-hasūr, |
6364 | JOS 19:41 | Us ke ilāqe meṅ yih shahr shāmil the: Sur'ā, Istāl, Īr-shams, |
6368 | JOS 19:45 | Yahūd, Banī-barq, Jāt-rimmon, |
6538 | JDG 1:27 | Lekin Manassī ne har shahr ke bāshinde na nikāle. Bait-shān, Tānak, Dor, Ibliyām, Majiddo aur un ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ rah gaīṅ. Kanānī pūre azm ke sāth un meṅ ṭike rahe. |
6718 | JDG 7:22 | Jidāūn ke 300 ādmī apne narsinge bajāte rahe jabki Rab ne ḳhaimāgāh meṅ aisī gaṛbaṛ paidā kī ki log ek dūsre se laṛne lage. Āḳhirkār pūrā lashkar Bait-sittā, Sarīrāt aur Abīl-mahūlā kī sarhad tak farār huā jo Tabbāt ke qarīb hai. |
7016 | JDG 18:21 | Phir Dān ke mard rawānā hue. Un ke bāl-bachche, maweshī aur qīmtī māl-o-matā un ke āge āge thā. |
7225 | 1SA 1:11 | us ne qasam khāī, “Ai Rabbul-afwāj, merī burī hālat par nazar ḍāl kar mujhe yād kar! Apnī ḳhādimā ko mat bhūlnā balki beṭā atā farmā! Agar tū aisā kare to maiṅ use tujhe wāpas kar dūṅgī. Ai Rab, us kī pūrī zindagī tere lie maḳhsūs hogī! Is kā nishān yih hogā ki us ke bāl kabhī nahīṅ kaṭwāe jāeṅge.” |
7387 | 1SA 8:16 | Āp ke naukar-naukarāniyāṅ, āp ke moṭe-tāze bail aur gadhe usī ke istemāl meṅ āeṅge. |
7542 | 1SA 14:32 | Phir wuh lūṭe hue rewaṛoṅ par ṭūṭ paṛe. Unhoṅ ne jaldī jaldī bheṛ-bakriyoṅ, gāy-bailoṅ aur bachhṛoṅ ko zabah kiyā. Bhūk kī shiddat kī wajah se unhoṅ ne ḳhūn ko sahīh taur se nikalne na diyā balki jānwaroṅ ko zamīn par chhoṛ kar gosht ko ḳhūn samet khāne lage. |
7565 | 1SA 15:3 | Ab waqt ā gayā hai ki tū un par hamlā kare. Sab kuchh tabāh karke mere hawāle kar de. Kuchh bhī bachne na de, balki tamām mardoṅ, auratoṅ, bachchoṅ shīrḳhāroṅ samet, gāy-bailoṅ, bheṛ-bakriyoṅ, ūṅṭoṅ aur gadhoṅ ko maut ke ghāṭ utār de.’” |
7571 | 1SA 15:9 | Sāūl aur us ke faujiyoṅ ne use zindā chhoṛ diyā. Isī tarah sab se achchhī bheṛ-bakriyoṅ, gāy-bailoṅ, moṭe-tāze bachhṛoṅ aur chīdā bheṛ ke bachchoṅ ko bhī chhoṛ diyā gayā. Jo bhī achchhā thā bach gayā, kyoṅki Isrāīliyoṅ kā dil nahīṅ kartā thā ki tandurust aur moṭe-tāze jānwaroṅ ko halāk kareṅ. Unhoṅ ne sirf un tamām kamzor jānwaroṅ ko ḳhatm kiyā jin kī qadar-o-qīmat na thī. |
7809 | 1SA 22:19 | Phir us ne jā kar imāmoṅ ke shahr Nob ke tamām bāshindoṅ ko mār ḍālā. Shahr ke mard, aurateṅ, bachche shīrḳhāroṅ samet, gāy-bail, gadhe aur bheṛ-bakriyāṅ sab us din halāk hue. |
7942 | 1SA 27:9 | Jab bhī koī maqām Dāūd ke qabze meṅ ā jātā to wuh kisī bhī mard yā aurat ko zindā na rahne detā lekin bheṛ-bakriyoṅ, gāy-bailoṅ, gadhoṅ, ūṅṭoṅ aur kapṛoṅ ko apne sāth Siqlāj le jātā. Jab bhī Dāūd kisī hamle se wāpas ā kar bādshāh Akīs se miltā |
8008 | 1SA 30:27 | Yih tohfe us ne zail ke shahroṅ meṅ bhej die: Baitel, Rāmāt-najab, Yattīr, |
8010 | 1SA 30:29 | Rakal, Hurmā, Bor-asān, Atāq aur Habrūn. Is ke alāwā us ne tohfe Yarahmiyeliyoṅ, Qīniyoṅ aur bāqī un tamām shahroṅ ko bhej die jin meṅ wuh kabhī ṭhahrā thā. |
8210 | 2SA 7:27 | Ai Rabbul-afwāj, Isrāīl ke Ḳhudā, tū ne apne ḳhādim ke kān ko is bāt ke lie khol diyā hai. Tū hī ne farmāyā, ‘Maiṅ tere lie ghar tāmīr karūṅga.’ Sirf isī lie tere ḳhādim ne yoṅ tujh se duā karne kī jurrat kī hai. |
8688 | 2SA 23:32 | Iliyahbā Sa'ālbūnī, banī Yasīn, Yūnatan bin Sammā Harārī, Aḳhiyām bin Sarār-harārī, |
8729 | 1KI 1:9 | Ek din Adūniyāh ne Ain-rājil Chashme ke qarīb kī chaṭān Zuhlat ke pās ziyāfat kī. Kāfī bheṛ-bakriyāṅ, gāy-bail aur moṭe-tāze bachhṛe zabah kie gae. Adūniyāh ne bādshāh ke tamām beṭoṅ aur Yahūdāh ke tamām shāhī afsaroṅ ko dāwat dī thī. |
8739 | 1KI 1:19 | Us ne ziyāfat ke lie bahut-se gāy-bail, moṭe-tāze bachhṛe aur bheṛ-bakriyāṅ zabah karke tamām shahzādoṅ ko dāwat dī hai. Abiyātar Imām aur fauj kā kamānḍar Yoāb bhī in meṅ shāmil haiṅ, lekin āp ke ḳhādim Sulemān ko dāwat nahīṅ milī. |
8745 | 1KI 1:25 | Kyoṅki āj us ne Ain-rājil jā kar bahut-se gāy-bail, moṭe-tāze bachhṛe aur bheṛ-bakriyoṅ ko zabah kiyā hai. Ziyāfat ke lie us ne tamām shahzādoṅ, tamām faujī afsaroṅ aur Abiyātar Imām ko dāwat dī hai. Is waqt wuh us ke sāth khānā khā khā kar aur mai pī pī kar nārā lagā rahe haiṅ, ‘Adūniyāh Bādshāh zindābād!’ |
8870 | 1KI 5:3 | 10 moṭe-tāze bail, charāgāhoṅ meṅ pale hue 20 ām bail, 100 bheṛ-bakriyāṅ, aur is ke alāwā hiran, ġhazāl, mrig aur muḳhtalif qism ke moṭe-tāze murġh. |
9071 | 1KI 9:17 | Ab Sulemān ne Jazar kā shahr dubārā tāmīr kiyā. Is ke alāwā us ne Nashebī Bait-haurūn, |
9104 | 1KI 10:22 | Bādshāh ke apne bahrī jahāz the jo Hīrām ke jahāzoṅ ke sāth mil kar muḳhtalif jaghoṅ par jāte the. Har tīn sāl ke bād wuh sone-chāṅdī, hāthīdāṅt, bandaroṅ aur moroṅ se lade hue wāpas āte the. |
9677 | 2KI 5:26 | Lekin Ilīshā ne etarāz kiyā, “Kyā merī rūh tumhāre sāth nahīṅ thī jab Nāmān apne rath se utar kar tum se milne āyā? Kyā āj chāṅdī, kapṛe, zaitūn aur angūr ke bāġh, bheṛ-bakriyāṅ, gāy-bail, naukar aur naukarāniyāṅ hāsil karne kā waqt thā? |
10115 | 2KI 20:13 | Hizqiyāh ne wafd kā istiqbāl karke use wuh tamām ḳhazāne dikhāe jo zaḳhīrāḳhāne meṅ mahfūz rakhe gae the yānī tamām sonā-chāṅdī, balsān kā tel aur bāqī qīmtī tel. Us ne aslāḳhānā aur bāqī sab kuchh bhī dikhāyā jo us ke ḳhazānoṅ meṅ thā. Pūre mahal aur pūre mulk meṅ koī ḳhās chīz na rahī jo us ne unheṅ na dikhāī. |
10401 | 1CH 4:12 | Istūn ke beṭe Bait-rafā, Fāsah aur Taḳhinnā the. Taḳhinnā Nāhas Shahr kā bāp thā jis kī aulād Raikā meṅ ābād hai. |
10417 | 1CH 4:28 | Zail ke shahr un ke gird-o-nawāh kī ābādiyoṅ samet Shamāūn kā qabāylī ilāqā thā: Bair-sabā, Molādā, Hasār-suāl, |
10420 | 1CH 4:31 | Bait-markabot, Hasār-sūsīm, Bait-birī aur Shāraim. Dāūd kī hukūmat tak yih qabīlā in jaghoṅ meṅ ābād thā, |
10526 | 1CH 6:53 | Yuqmiyām, Bait-haurūn, |
10568 | 1CH 7:29 | Bait-shān, Tānak, Majiddo aur Dor gird-o-nawāh kī ābādiyoṅ samet Manassī kī aulād kī milkiyat ban gae. In tamām maqāmoṅ meṅ Yūsuf bin Isrāīl kī aulād rahtī thī. |
10817 | 1CH 15:21 | Mattitiyāh, Ilīfalehū, Miqniyāh, Obed-adom, Ya'iyel aur Azaziyāh ko Shamīnīt ke tarz par sarod bajāne ke lie chunā gayā. |
11055 | 1CH 25:4 | Haimān ke ḳhāndān se Haimān ke beṭe Buqqiyāh, Mattaniyāh, Uzziyel, Sabuel, Yarīmot, Hananiyāh, Hanānī, Iliyātā, Jiddāltī, Rūmamtī-azar, Yasbiqāshā, Mallūtī, Hautīr aur Mahāziyot. |
11171 | 1CH 29:2 | Maiṅ pūrī jāṅfishānī se apne Ḳhudā ke ghar kī tāmīr ke lie sāmān jamā kar chukā hūṅ. Is meṅ sonā-chāṅdī, pītal, lohā, lakaṛī, aqīq-e-ahmar, muḳhtalif jaṛe hue jawāhar aur pachchīkārī ke muḳhtalif patthar baṛī miqdār meṅ shāmil haiṅ. |
11223 | 2CH 2:6 | Chunāṅche mere pās kisī aise samajhdār kārīgar ko bhej deṅ jo mahārat se sone-chāṅdī, pītal aur lohe kā kām jāntā ho. Wuh nīle, arġhawānī aur qirmizī rang kā kapṛā banāne aur kandākārī kā ustād bhī ho. Aisā shaḳhs Yarūshalam aur Yahūdāh meṅ mere un kārīgaroṅ kā inchārj bane jinheṅ mere bāp Dāūd ne kām par lagāyā hai. |
11230 | 2CH 2:13 | Us kī Isrāīlī māṅ, Dān ke qabīle kī hai jabki us kā bāp Sūr kā hai. Hīrām sone-chāṅdī, pītal, lohe, patthar aur lakaṛī kī chīzeṅ banāne meṅ mahārat rakhtā hai. Wuh nīle, arġhawānī aur qirmizī rang kā kapṛā aur katān kā bārīk kapṛā banā saktā hai. Wuh har qism kī kandākārī meṅ bhī māhir hai. Jo bhī mansūbā use pesh kiyā jāe use wuh pāyā-e-takmīl tak pahuṅchā saktā hai. Yih ādmī āp ke aur āp ke muazzaz bāp Dāūd ke kārīgaroṅ ke sāth mil kar kām karegā. |
11390 | 2CH 9:21 | Bādshāh ke apne bahrī jahāz the jo Hīrām ke bandoṅ ke sāth mil kar muḳhtalif jaghoṅ par jāte the. Har tīn sāl ke bād wuh sone-chāṅdī, hāthīdāṅt, bandaroṅ aur moroṅ se lade hue wāpas āte the. |
11425 | 2CH 11:6 | Bait-laham, Aitām, Taqua, |
11426 | 2CH 11:7 | Bait-sūr, Sokā, Adullām, |
11535 | 2CH 17:7 | Apnī hukūmat ke tīsre sāl ke daurān Yahūsafat ne apne mulāzimoṅ ko Yahūdāh ke tamām shahroṅ meṅ bhejā tāki wuh logoṅ ko Rab kī sharīat kī tālīm deṅ. In afsaroṅ meṅ Bin-ḳhail, Abadiyāh, Zakariyāh, Nataniyel aur Mīkāyāh shāmil the. |
11787 | 2CH 28:18 | Sāth sāth Filistī maġhribī Yahūdāh ke nashebī pahāṛī ilāqe aur junūbī ilāqe meṅ ghus āe the aur zail ke shahroṅ par qabzā karke un meṅ rahne lage the: Bait-shams, Aiyālon, Jadīrot, nīz Sokā, Timnat aur Jimzū gird-o-nawāh kī ābādiyoṅ samet. |
11862 | 2CH 31:3 | Jo jānwar bādshāh apnī milkiyat se Rab ke ghar ko detā rahā wuh bhasm hone wālī un qurbāniyoṅ ke lie muqarrar the jin ko Rab kī sharīat ke mutābiq har subah-shām, Sabat ke din, Nae Chāṅd kī Īd aur dīgar īdoṅ par Rab ke ghar meṅ pesh kī jātī thīṅ. |