2312 | EXO 28:18 | Dūsrī meṅ fīrozā, sang-e-lājaward aur hajrul-qamar. |
2457 | EXO 32:18 | Mūsā ne jawāb diyā, “Na to yih fathmandoṅ ke nāre haiṅ, na shikast khāe huoṅ kī chīḳh-pukār. Mujhe gāne wāloṅ kī āwāz sunāī de rahī hai.” |
2676 | EXO 39:11 | Dūsrī meṅ fīrozā, sang-e-lājaward aur hajrul-qamar. |
4827 | NUM 34:9 | Zifrūn aur Hasar-enān. Hasar-enān shimālī sarhad kā sab se mashriqī maqām hogā. |
6176 | JOS 13:20 | Bait-faġhūr, Pisgā ke pahāṛī silsile par maujūd ābādiyāṅ aur Bait-yasīmot. |
6266 | JOS 15:62 | Nibsān, Namak kā Shahr aur Ain-jadī. In shahroṅ kī tādād 6 thī. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ us ke sāth ginī jātī thīṅ. |
6323 | JOS 18:28 | Zilā, Alif, Yabūsiyoṅ kā shahr Yarūshalam, Jibiyā aur Qiriyat-yārīm. In shahroṅ kī tādād 14 thī. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ us ke sāth ginī jātī thīṅ. Yih tamām shahr Binyamīn aur us ke kunboṅ kī milkiyat the. |
6344 | JOS 19:21 | Raimat, Ain-jannīm, Ain-haddā aur Bait-fassīs. |
6361 | JOS 19:38 | Irūn, Mijdalel, Hurīm, Bait-anāt aur Bait-shams. Aise 19 shahr the. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ bhī us ke sāth ginī jātī thīṅ. |
6405 | JOS 21:22 | Qibzaim aur Bait-haurūn. In chār shahroṅ kī charāgāheṅ bhī mil gaīṅ. |
6406 | JOS 21:23 | Dān ke qabīle ne bhī unheṅ chār shahr un kī charāgāhoṅ samet die yānī Iltaqih, Jibbatūn, Aiyālon aur Jāt-rimmon. |
6411 | JOS 21:28 | Ishkār ke qabīle ne use chār shahr un kī charāgāhoṅ samet die: Qisiyon, Dābarat, Yarmūt aur Ain-jannīm. |
10517 | 1CH 6:44 | Asan, aur Bait-shams. |
10527 | 1CH 6:54 | Aiyālon aur Jāt-rimmon. |
11082 | 1CH 25:31 | 24. Rūmamtī-azar. Har guroh meṅ rāhnumā ke beṭe aur kuchh rishtedār shāmil the. |
13940 | JOB 42:14 | Us ne beṭiyoṅ ke yih nām rakhe: pahlī kā nām Yamīmā, dūsrī kā Qasiyah aur tīsrī kā Qaran-happūk. |
14033 | PSA 9:2 | Dāūd kā zabūr. Mausīqī ke rāhnumā ke lie. Tarz: Alāmūt-labbīn. Ai Rab, maiṅ pūre dil se terī satāish karūṅga, tere tamām mojizāt kā bayān karūṅga. |
15071 | PSA 72:16 | Mulk meṅ anāj kī kasrat ho, pahāṛoṅ kī choṭiyoṅ par bhī us kī fasleṅ lahlahāeṅ. Us kā phal Lubnān ke phal jaisā umdā ho, shahroṅ ke bāshinde hariyālī kī tarah phaleṅ-phūleṅ. |
15072 | PSA 72:17 | Bādshāh kā nām abad tak qāym rahe, jab tak sūraj chamke us kā nām phale-phūle. Tamām aqwām us se barkat pāeṅ, aur wuh use mubārak kaheṅ. |
15490 | PSA 92:14 | Jo paude Rab kī sukūnatgāh meṅ lagāe gae haiṅ wuh hamāre Ḳhudā kī bārgāhoṅ meṅ phaleṅ-phūleṅge. |
16786 | PRO 11:28 | Jo apnī daulat par bharosā rakhe wuh gir jāegā, lekin rāstbāz hare-bhare pattoṅ kī tarah phaleṅ-phūleṅge. |
17608 | SNG 1:1 | Sulemān kī ġhazalul-ġhazalāt. |
17842 | ISA 6:3 | Buland āwāz se wuh ek dūsre ko pukār rahe the, “Quddūs, quddūs, quddūs hai Rabbul-afwāj. Tamām duniyā us ke jalāl se māmūr hai.” |
19095 | JER 3:24 | Hamārī jawānī se le kar āj tak sharmnāk dewatā hamāre bāpdādā kī mehnat kā phal khāte āe haiṅ, ḳhāh un kī bheṛ-bakriyāṅ aur gāy-bail the, ḳhāh un ke beṭe-beṭiyāṅ. |
21439 | EZK 36:11 | Maiṅ tum par basne wāle insān-o-haiwān kī tādād baṛhā dūṅgā, aur wuh baṛh kar phaleṅ-phūleṅge. Maiṅ hone dūṅgā ki tumhāre ilāqe meṅ māzī kī tarah ābādī hogī, pahle kī nisbat maiṅ tum par kahīṅ zyādā mehrbānī karūṅga. Tab tum jān loge ki maiṅ hī Rab hūṅ. |
23997 | MAT 23:10 | Hādī na kahlānā kyoṅki tumhārā sirf ek hī hādī hai yānī al-Masīh. |