Wildebeest analysis examples for:   urd-urdgvr   Word-Word.”    February 25, 2023 at 01:29    Script wb_pprint_html.py   by Ulf Hermjakob

715  GEN 26:22  Wahāṅ se jā kar us ne ek tīsrā kuāṅ khudwāyā. Is dafā koī jhagaṛā na huā, is lie us ne us kā nām Rahobot yānī ‘Khulī Jagah’ rakhā. Kyoṅki us ne kahā, “Rab ne hameṅ khulī jagah dī hai, aur ab ham mulk meṅ phaleṅ-phūleṅge.”
19005  ISA 66:14  In bātoṅ kā mushāhadā karke tumhārā dil ḳhush hogā aur tum tāzā hariyālī kī tarah phalo-phūloge.” Us waqt zāhir ho jāegā ki Rab kā hāth us ke ḳhādimoṅ ke sāth hai jabki us ke dushman us ke ġhazab kā nishānā baneṅge.