Wildebeest analysis examples for:   urd-urdgvr   Word”?    February 25, 2023 at 01:29    Script wb_pprint_html.py   by Ulf Hermjakob

14065  PSA 10:13  Bedīn Allāh kī tahqīr kyoṅ kare, wuh dil meṅ kyoṅ kahe, “Allāh mujh se jawāb talab nahīṅ karegā”?
14071  PSA 11:1  Dāūd kā zabūr. Mausīqī ke rāhnumā ke lie. Maiṅ ne Rab meṅ panāh lī hai. To phir tum kis tarah mujh se kahte ho, “Chal, parinde kī tarah phaṛphaṛā kar pahāṛoṅ meṅ bhāg jā”?
17033  PRO 20:9  Kaun kah saktā hai, “Maiṅ ne apne dil ko pāk-sāf kar rakhā hai, maiṅ apne gunāh se pāk ho gayā hūṅ”?
17395  ECC 1:10  Kyā koī bāt hai jis ke bāre meṅ kahā jā sake, “Dekho, yih naī hai”? Hargiz nahīṅ, yih bhī ham se bahut der pahle hī maujūd thī.
18085  ISA 19:11  Zuan ke afsar nāsamajh hī haiṅ, Firaun ke dānā mushīr use ahmaqānā mashware de rahe haiṅ. Tum Misrī bādshāh ke sāmne kis tarah dāwā kar sakte ho, “Maiṅ dānishmandoṅ ke halqe meṅ shāmil aur qadīm bādshāhoṅ kā wāris hūṅ”?
18279  ISA 29:16  Tumhārī kajrawī par lānat! Kyā kumhār ko us ke gāre ke barābar samjhā jātā hai? Kyā banī huī chīz banāne wāle ke bāre meṅ kahtī hai, “Us ne mujhe nahīṅ banāyā”? Yā kyā jis ko tashkīl diyā gayā hai wuh tashkīl dene wāle ke bāre meṅ kahtā hai, “Wuh kuchh nahīṅ samajhtā”? Hargiz nahīṅ!
18640  ISA 45:9  Us par afsos jo apne Ḳhāliq se jhagaṛā kartā hai, go wuh miṭṭī ke ṭūṭe-phūṭe bartanoṅ kā ṭhīkrā hī hai. Kyā gārā kumhār se pūchhtā hai, “Tū kyā banā rahā hai?” Kyā terī banāī huī koī chīz tere bāre meṅ shikāyat kartī hai, “Us kī koī tāqat nahīṅ”?
30080  HEB 3:18  Allāh ne kin kī bābat qasam khāī ki “Yih kabhī bhī us mulk meṅ dāḳhil nahīṅ hoṅge jahāṅ maiṅ unheṅ sukūn detā”? Zāhir hai un kī bābat jinhoṅ ne nāfarmānī kī thī.