Wildebeest analysis examples for:   urd-urdgvr   4    February 11, 2023 at 19:53    Script wb_pprint_html.py   by Ulf Hermjakob

119  GEN 5:13  Is ke bād wuh mazīd 840 sāl zindā rahā. Us ke aur beṭe-beṭiyāṅ bhī paidā hue.
153  GEN 6:15  Us kī lambāī 450 fuṭ, chauṛāī 75 fuṭ aur ūṅchāī 45 fuṭ ho.
280  GEN 11:13  Is ke bād wuh mazīd 403 sāl zindā rahā. Us ke aur beṭe-beṭiyāṅ bhī paidā hue.
282  GEN 11:15  Is ke bād wuh mazīd 403 sāl zindā rahā. Us ke aur beṭe-beṭiyāṅ bhī paidā hue.
283  GEN 11:16  Ibar 34 sāl kā thā jab Falaj paidā huā.
284  GEN 11:17  Is ke bād wuh mazīd 430 sāl zindā rahā. Us ke aur beṭe-beṭiyāṅ bhī paidā hue.
374  GEN 15:13  Phir Rab ne us se kahā, “Jān le ki terī aulād aise mulk meṅ rahegī jo us kā nahīṅ hogā. Wahāṅ wuh ajnabī aur ġhulām hogī, aur us par 400 sāl tak bahut zulm kiyā jāegā.
453  GEN 18:28  Lekin ho saktā hai ki sirf 45 rāstbāz us meṅ hoṅ. Kyā tū phir bhī un pāṅch logoṅ kī kamī ke sabab se pūre shahr ko tabāh karegā?” Us ne kahā, “Agar mujhe 45 bhī mil jāeṅ to use barbād nahīṅ karūṅga.”
454  GEN 18:29  Ibrāhīm ne apnī bāt jārī rakhī, “Aur agar sirf 40 nek log hoṅ to?” Rab ne kahā, “Maiṅ un 40 ke sabab se unheṅ chhoṛ dūṅgā.”
586  GEN 23:14  Ifron ne jawāb diyā, “Mere āqā, suneṅ. Is zamīn kī qīmat sirf 400 chāṅdī ke sikke hai. Āp ke aur mere darmiyān yih kyā hai? Apnī bīwī ko dafn kar deṅ.”
588  GEN 23:16  Ibrāhīm ne Ifron kī matlūbā qīmat mān lī aur sab ke sāmne chāṅdī ke 400 sikke tol kar Ifron ko de die. Is ke lie us ne us waqt ke rāyj bāṭ istemāl kie.
679  GEN 25:20  Is'hāq 40 sāl kā thā jab us kī Ribqā se shādī huī. Ribqā Lāban kī bahan aur Arāmī mard Batuel kī beṭī thī. (Batuel Masoputāmiyā kā thā.)
727  GEN 26:34  Jab Esau 40 sāl kā thā to us ne do Hittī auratoṅ se shādī kī, Bairī kī beṭī Yahūdit se aur Ailon kī beṭī Bāsamat se.
935  GEN 32:7  Jab qāsid wāpas āe to unhoṅ ne kahā, “Ham āp ke bhāī Esau ke pās gae. Aur wuh 400 ādmī sāth le kar āp se milne ā rahā hai.”
944  GEN 32:16  30 dūdh dene wālī ūṅṭniyāṅ bachchoṅ samet, 40 gāeṅ, 10 bail, 20 gadhiyāṅ aur 10 gadhe.
962  GEN 33:1  Phir Esau un kī taraf ātā huā nazar āyā. Us ke sāth 400 ādmī the. Unheṅ dekh kar Yāqūb ne bachchoṅ ko bāṅṭ kar Liyāh, Rāḳhil aur donoṅ launḍiyoṅ ke hawāle kar diyā.
1409  GEN 46:22  Kul 14 mard Rāḳhil kī aulād the.
1449  GEN 47:28  Yāqūb 17 sāl Misr meṅ rahā. Wuh 147 sāl kā thā jab faut huā.
1510  GEN 50:3  Is meṅ 40 din lag gae. Ām taur par hanūt karne ke lie itne hī din lagte haiṅ. Misriyoṅ ne 70 din tak Yāqūb kā mātam kiyā.
1823  EXO 12:6  Mahīne ke 14weṅ din tak us kī dekh-bhāl karo. Us din tamām Isrāīlī sūraj ke ġhurūb hote waqt apne lele zabah kareṅ.
1835  EXO 12:18  Pahle mahīne ke 14weṅ din kī shām se le kar 21weṅ din kī shām tak sirf beḳhamīrī roṭī khānā.
1857  EXO 12:40  Isrāīlī 430 sāl tak Misr meṅ rahe the.
1858  EXO 12:41  430 sāl ke ain bād, usī din Rab ke yih tamām ḳhāndān Misr se nikle.
1983  EXO 16:35  Isrāīliyoṅ ko 40 sāl tak man miltā rahā. Wuh us waqt tak man khāte rahe jab tak registān se nikal kar Kanān kī sarhad par na pahuṅche.
2235  EXO 25:39  Shamādān aur us sāre sāmān ke lie pūre 34 kilogrām ḳhālis sonā istemāl kiyā jāe.
2238  EXO 26:2  Har parde kī lambāī 42 fuṭ aur chauṛāī 6 fuṭ ho.
2240  EXO 26:4  Donoṅ ṭukṛoṅ ko ek dūsre ke sāth milāne ke lie nīle dhāge ke halqe banānā. Yih halqe har ṭukṛe ke 42 fuṭ wāle ek kināre par lagāe jāeṅ,
2244  EXO 26:8  Har parde kī lambāī 45 fuṭ aur chauṛāī 6 fuṭ ho.
2246  EXO 26:10  Bakrī ke bāl ke in donoṅ ṭukṛoṅ ko bhī milānā hai. Is ke lie har ṭukṛe ke 45 fuṭ wāle ek kināre par pachās pachās halqe lagānā.
2255  EXO 26:19  aur sāth hī chāṅdī ke 40 pāiyoṅ kī. Un par taḳhte khaṛe kie jāeṅge. Har taḳhte ke nīche do pāe hoṅge, aur har pāe meṅ ek chūl lagegī.
2257  EXO 26:21  aur sāth hī chāṅdī ke 40 pāiyoṅ kī. Wuh bhī taḳhtoṅ ko khaṛā karne ke lie haiṅ. Har taḳhte ke nīche do pāe hoṅge.
2576  EXO 36:9  Har parde kī lambāī 42 fuṭ aur chauṛāī 6 fuṭ thī.
2578  EXO 36:11  Donoṅ ṭukṛoṅ ko ek dūsre ke sāth milāne ke lie unhoṅ ne nīle dhāge ke halqe banāe. Yih halqe har ṭukṛe ke 42 fuṭ wāle ek kināre par lagāe gae.
2582  EXO 36:15  Har parde kī lambāī 45 fuṭ aur chauṛāī 6 fuṭ thī.
2584  EXO 36:17  In donoṅ ṭukṛoṅ ko milāne ke lie us ne har ṭukṛe ke 45 fuṭ wāle ek kināre par pachās pachās halqe lagāe.
2591  EXO 36:24  aur sāth hī chāṅdī ke 40 pāe bhī jin par taḳhte khaṛe kie jāte the. Har taḳhte ke nīche do pāe the, aur har pāe meṅ ek chūl lagtī thī.
2593  EXO 36:26  aur sāth hī chāṅdī ke 40 pāe jo taḳhtoṅ ko khaṛā karne ke lie the. Har taḳhte ke nīche do pāe the.
2629  EXO 37:24  Shamādān aur us ke tamām sāmān ke lie pūre 34 kilogrām ḳhālis sonā istemāl huā.
2659  EXO 38:25  Tāmīr ke lie chāṅdī jo mardumshumārī ke hisāb se wasūl huī, us kā wazn taqrīban 3,430 kilogrām thā. (Use bhī maqdis ke bāṭoṅ ke hisāb se tolā gayā.)
2663  EXO 38:29  Jo pītal hadiyoṅ se jamā huā us kā wazn taqrīban 2,425 kilogrām thā.
3050  LEV 12:5  Agar us ke laṛkī paidā ho jāe to wuh māhwārī ke aiyām kī tarah nāpāk hai. Yih nāpākī 14 din tak rahegī. Phir wuh mazīd 66 din intazār kare. Is ke bād us kī wuh nāpākī dūr ho jāegī jo ḳhūn bahne se paidā huī hai.
3122  LEV 14:10  Āṭhweṅ din wuh do bheṛ ke nar bachche aur ek yaksālā bheṛ chun le jo beaib hoṅ. Sāth hī wuh ġhallā kī nazar ke lie tel ke sāth milāyā gayā sāṛhe 4 kilogrām behtarīn maidā aur 300 milīliṭar tel le.
3478  LEV 25:8  Sāt Sabat ke sāl yānī 49 sāl ke bād ek aur kām karnā hai.
3625  NUM 1:20  Rūbin ke qabīle ke 46,500 mard,
3629  NUM 1:24  Jad ke qabīle ke 45,650 mard,
3631  NUM 1:26  Yahūdāh ke qabīle ke 74,600 mard,
3633  NUM 1:28  Ishkār ke qabīle ke 54,400 mard,
3635  NUM 1:30  Zabūlūn ke qabīle ke 57,400 mard,
3637  NUM 1:32  Yūsuf ke beṭe Ifrāīm ke qabīle ke 40,500 mard,
3641  NUM 1:36  Binyamīn ke qabīle ke 35,400 mard,
3645  NUM 1:40  Āshar ke qabīle ke 41,500 mard,
3647  NUM 1:42  Naftālī ke qabīle ke 53,400 mard.
3663  NUM 2:4  aur jis ke lashkar ke 74,600 faujī the.
3665  NUM 2:6  aur jis ke lashkar ke 54,400 faujī the.
3667  NUM 2:8  aur jis ke lashkar ke 57,400 faujī the.
3668  NUM 2:9  Tīnoṅ qabīloṅ ke faujiyoṅ kī kul tādād 1,86,400 thī. Rawānā hote waqt yih āge chalte the.
3670  NUM 2:11  aur jis ke 46,500 faujī the.
3674  NUM 2:15  aur jis ke 45,650 faujī the.
3675  NUM 2:16  Tīnoṅ qabīloṅ ke faujiyoṅ kī kul tādād 1,51,450 thī. Rawānā hote waqt yih mashriqī qabīloṅ ke pīchhe chalte the.
3678  NUM 2:19  aur jis ke 40,500 faujī the.
3682  NUM 2:23  aur jis ke 35,400 faujī the.
3687  NUM 2:28  aur jis ke 41,500 faujī the.
3689  NUM 2:30  aur jis ke 53,400 faujī the.
3939  NUM 7:88  aur salāmatī kī qurbānī ke lie 24 bail, 60 menḍhe, 60 bakre aur bheṛ ke 60 yaksālā bachche. In tamām jānwaroṅ ko qurbāngāh kī maḳhsūsiyat ke mauqe par chaṛhāyā gayā.
4142  NUM 14:33  Tumhāre bachche 40 sāl tak yahāṅ registān meṅ gallābān hoṅge. Unheṅ tumhārī bewafāī ke sabab se us waqt tak taklīf uṭhānī paṛegī jab tak tum meṅ se āḳhirī shaḳhs mar na gayā ho.
4163  NUM 15:9  to us ke sāth sāṛhe 4 kilogrām behtarīn maidā bhī pesh karnā jo do liṭar tel ke sāth milāyā gayā ho.
4244  NUM 17:14  To bhī 14,700 afrād wabā se mar gae. Is meṅ wuh shāmil nahīṅ haiṅ jo Qorah ke sabab se mar gae the.
4481  NUM 25:9  To bhī 24,000 afrād mar chuke the.
4496  NUM 26:5  Isrāīl ke pahlauṭhe Rūbin ke qabīle ke 43,730 mard the. Qabīle ke chār kunbe Hanūkī, Falluwī, Hasronī aur Karmī Rūbin ke beṭoṅ Hanūk, Fallū, Hasron aur Karmī se nikle hue the.
4506  NUM 26:15  Jad ke qabīle ke 40,500 mard the. Qabīle ke sāt kunbe Safonī, Hajjī, Sūnī, Uznī, Erī, Arūdī aur Arelī Jad ke beṭoṅ Safon, Hajjī, Sūnī, Uznī, Erī, Arūd aur Arelī se nikle hue the.
4514  NUM 26:23  Ishkār ke qabīle ke 64,300 mard the. Qabīle ke chār kunbe Tolaī, Fuwwī, Yasūbī aur Simronī Ishkār ke beṭoṅ Tolā, Fuwwā, Yasūb aur Simron se nikle hue the.
4529  NUM 26:38  Binyamīn ke qabīle ke 45,600 mard the. Qabīle ke sāt kunbe Bālāī, Ashbelī, Aḳhīrāmī, Sūfāmī, Hūfāmī, Ardī aur Nāmānī the. Pahle pāṅch kunbe Binyamīn ke beṭoṅ Bālā, Ashbel, Aḳhīrām, Sūfām aur Hūfām se jabki Ardī aur Nāmānī Bālā ke beṭoṅ se nikle hue the.
4533  NUM 26:42  Dān ke qabīle ke 64,400 mard the. Sab Dān ke beṭe Sūhām se nikle hue the, is lie Sūhāmī kahlāte the.
4535  NUM 26:44  Āshar ke qabīle ke 53,400 mard the. Qabīle ke pāṅch kunbe Yimnī, Iswī, Barī'ī, Hibarī aur Malkiyelī the. Pahle tīn kunbe Āshar ke beṭoṅ Yimnā, Iswī aur Bariyā se jabki bāqī Bariyā ke beṭoṅ Hibar aur Malkiyel se nikle hue the. Āshar kī ek beṭī banām Sirah bhī thī.
4539  NUM 26:48  Naftālī ke qabīle ke 45,400 mard the. Qabīle ke chār kunbe Yahsiyelī, Jūnī, Yisrī aur Sillīmī Naftālī ke beṭoṅ Yahsiyel, Jūnī, Yisar aur Sillīm se nikle hue the.
4591  NUM 28:12  Har jānwar ke sāth ġhallā kī nazar pesh karnā jis ke lie tel meṅ milāyā gayā behtarīn maidā istemāl kiyā jāe. Har bail ke sāth sāṛhe 4 kilogrām, har menḍhe ke sāth 3 kilogrām
4599  NUM 28:20  Har jānwar ke sāth ġhallā kī nazar bhī pesh karnā jis ke lie tel ke sāth milāyā gayā behtarīn maidā istemāl kiyā jāe. Har bail ke sāth sāṛhe 4 kilogrām, har menḍhe ke sāth 3 kilogrām
4613  NUM 29:3  Har jānwar ke sāth ġhallā kī nazar bhī pesh karnā jis ke lie tel ke sāth milāyā gayā behtarīn maidā istemāl kiyā jāe. Bail ke sāth sāṛhe 4 kilogrām, menḍhe ke sāth 3 kilogrām
4623  NUM 29:13  Īd ke pahle din Rab ko 13 jawān bail, 2 menḍhe aur 14 bheṛ ke yaksālā bachche bhasm hone wālī qurbānī ke taur par pesh karnā. In kī ḳhushbū use pasand hai. Sab nuqs ke baġhair hoṅ.
4624  NUM 29:14  Har jānwar ke sāth ġhallā kī nazar bhī pesh karnā jis ke lie tel se milāyā gayā behtarīn maidā istemāl kiyā jāe. Har bail ke sāth sāṛhe 4 kilogrām, har menḍhe ke sāth 3 kilogrām
4733  NUM 32:13  Us waqt Rab kā ġhazab un par ān paṛā, aur unheṅ 40 sāl tak registān meṅ māre māre phirnā paṛā, jab tak ki wuh tamām nasl ḳhatm na ho gaī jis ne us ke nazdīk ġhalat kām kiyā thā.
4800  NUM 33:38  Wahāṅ Rab ne Hārūn Imām ko hukm diyā ki wuh Hor Pahāṛ par chaṛh jāe. Wahīṅ wuh pāṅchweṅ māh ke pahle din faut huā. Isrāīliyoṅ ko Misr se nikle 40 sāl guzar chuke the.
4853  NUM 35:6  Lāwiyoṅ ko kul 48 shahr denā. In meṅ se chhih panāh ke shahr muqarrar karnā. Un meṅ aise log panāh le sakeṅge jin ke hāthoṅ ġhairirādī taur par koī halāk huā ho.
4897  DEU 1:3  Isrāīliyoṅ ko Misr se nikle 40 sāl ho gae the. Is sāl ke gyārhweṅ māh ke pahle din Mūsā ne unheṅ sab kuchh batāyā jo Rab ne use unheṅ batāne ko kahā thā.
4947  DEU 2:7  Jo bhī kām tū ne kiyā hai Rab ne us par barkat dī hai. Is wasī registān meṅ pūre safr ke daurān us ne terī nigahbānī kī. In 40 sāloṅ ke daurān Rab terā Ḳhudā tere sāth thā, aur terī tamām zarūriyāt pūrī hotī rahīṅ.
5141  DEU 8:2  Wuh pūrā waqt yād rakh jab Rab terā Ḳhudā registān meṅ 40 sāl tak terī rāhnumāī kartā rahā tāki tujhe ājiz karke āzmāe aur mālūm kare ki kyā tū us ke ahkām par chalegā ki nahīṅ.
5143  DEU 8:4  In 40 sāloṅ ke daurān tere kapṛe na ghise na phaṭe, na tere pāṅw sūje.
5168  DEU 9:9  Us waqt maiṅ pahāṛ par chaṛh gayā thā tāki patthar kī taḳhtiyāṅ yānī us ahd kī taḳhtiyāṅ mil jāeṅ jo Rab ne tumhāre sāth bāndhā thā. Kuchh khāe-pie baġhair maiṅ 40 din aur rāt wahāṅ rahā.
5177  DEU 9:18  Ek aur bār maiṅ Rab ke sāmne muṅh ke bal girā. Maiṅ ne na kuchh khāyā, na kuchh piyā. 40 din aur rāt maiṅ tumhāre tamām gunāhoṅ ke bāis isī hālat meṅ rahā. Kyoṅki jo kuchh tum ne kiyā thā wuh Rab ko nihāyat burā lagā, is lie wuh ġhazabnāk ho gayā thā.
5184  DEU 9:25  Maiṅ 40 din aur rāt Rab ke sāmne zamīn par muṅh ke bal rahā, kyoṅki Rab ne kahā thā ki wuh tumheṅ halāk kar degā.
5198  DEU 10:10  Jab maiṅ ne dūsrī martabā 40 din aur rāt pahāṛ par guzāre to Rab ne is dafā bhī merī sunī aur tujhe halāk na karne par āmādā huā.
5552  DEU 25:3  Lekin us ko zyādā se zyādā 40 koṛe lagāne haiṅ, warnā tere Isrāīlī bhāī kī sar-e-ām be'izzatī ho jāegī.
5686  DEU 29:4  Registān meṅ maiṅ ne 40 sāl tak tumhārī rāhnumāī kī. Is daurān na tumhāre kapṛe phaṭe aur na tumhāre jūte ghise.
5925  JOS 4:13  Taqrīban 40,000 musallah mard us waqt Rab ke sāmne Yarīhū ke maidān meṅ pahuṅch gae tāki wahāṅ jang kareṅ.
6196  JOS 14:7  Maiṅ 40 sāl kā thā jab Rab ke ḳhādim Mūsā ne mujhe Mulk-e-Kanān kā jāyzā lene ke lie Qādis-barnīa se bhej diyā. Jab wāpas āyā to maiṅ ne Mūsā ko diyānatdārī se sab kuchh batāyā jo dekhā thā.