Wildebeest analysis examples for:   urd-urdgvr   9    February 11, 2023 at 19:53    Script wb_pprint_html.py   by Ulf Hermjakob

111  GEN 5:5  Wuh 930 sāl kī umr meṅ faut huā.
114  GEN 5:8  Wuh 912 sāl kī umr meṅ faut huā.
115  GEN 5:9  Anūs 90 baras kā thā jab us kā beṭā Qīnān paidā huā.
117  GEN 5:11  Wuh 905 sāl kī umr meṅ faut huā.
120  GEN 5:14  Wuh 910 sāl kī umr meṅ faut huā.
123  GEN 5:17  Wuh 895 sāl kī umr meṅ faut huā.
126  GEN 5:20  Wuh 962 sāl kī umr meṅ faut huā.
133  GEN 5:27  Wuh 969 sāl kī umr meṅ faut huā.
136  GEN 5:30  Is ke bād wuh mazīd 595 sāl zindā rahā. Us ke aur beṭe-beṭiyāṅ bhī paidā hue.
235  GEN 9:29  Wuh 950 sāl kī umr meṅ faut huā.
286  GEN 11:19  Is ke bād wuh mazīd 209 sāl zindā rahā. Us ke aur beṭe-beṭiyāṅ bhī paidā hue.
291  GEN 11:24  Nahūr 29 sāl kā thā jab Tārah paidā huā.
292  GEN 11:25  Is ke bād wuh mazīd 119 sāl zindā rahā. Us ke aur beṭe-beṭiyāṅ bhī paidā hue.
399  GEN 17:1  Jab Abrām 99 sāl kā thā to Rab us par zāhir huā. Us ne kahā, “Maiṅ Allāh Qādir-e-mutlaq hūṅ. Mere huzūr chaltā rah aur be'ilzām ho.
415  GEN 17:17  Ibrāhīm muṅh ke bal gir gayā. Lekin dil hī dil meṅ wuh haṅs paṛā aur sochā, “Yih kis tarah ho saktā hai? Maiṅ to 100 sāl kā hūṅ. Aise ādmī ke hāṅ bachchā kis tarah paidā ho saktā hai? Aur Sārā jaisī umrrasīdā aurat ke bachchā kis tarah paidā ho saktā hai? Us kī umr to 90 sāl hai.”
422  GEN 17:24  Ibrāhīm 99 sāl kā thā jab us kā ḳhatnā huā,
3478  LEV 25:8  Sāt Sabat ke sāl yānī 49 sāl ke bād ek aur kām karnā hai.
3627  NUM 1:22  Shamāūn ke qabīle ke 59,300 mard,
3672  NUM 2:13  aur jis ke 59,300 faujī the.
4627  NUM 29:17  Īd ke bāqī chhih din yihī qurbāniyāṅ pesh karnī haiṅ. Lekin har din ek bail kam ho yānī dūsre din 12, tīsre din 11, chauthe din 10, pāṅchweṅ din 9, chhaṭe din 8 aur sātweṅ din 7 bail. Har din gunāh kī qurbānī ke lie bakrā aur māmūl kī rozānā kī qurbāniyāṅ bhī pesh karnā.
4718  NUM 31:52  Jo chīzeṅ unhoṅ ne afsarān ke lūṭe hue māl meṅ se Rab ko uṭhāne wālī qurbānī ke taur par pesh kīṅ un kā pūrā wazn taqrīban 190 kilogrām thā.
6236  JOS 15:32  Labāot, Silhīm, Ain aur Rimmon. In shahroṅ kī tādād 29 thī. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ us ke sāth ginī jātī thīṅ.
6248  JOS 15:44  Qaīlā, Akzīb aur Maresā. In shahroṅ kī tādād 9 thī. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ us ke sāth ginī jātī thīṅ.
6258  JOS 15:54  Humtā, Qiriyat-arbā yānī Habrūn aur Sīūr. In shahroṅ kī tādād 9 thī. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ us meṅ ginī jātī thīṅ.
6361  JOS 19:38  Irūn, Mijdalel, Hurīm, Bait-anāt aur Bait-shams. Aise 19 shahr the. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ bhī us ke sāth ginī jātī thīṅ.
6399  JOS 21:16  Ain, Yūttā aur Bait-shams ke shahr bhī mil gae. Use Yahūdāh aur Shamāūn ke qabīloṅ ke kul 9 shahr un kī charāgāhoṅ samet mil gae.
6603  JDG 4:2  Is lie Rab ne unheṅ Kanān ke bādshāh Yābīn ke hawāle kar diyā. Yābīn kā dārul-hukūmat Hasūr thā, aur us ke pās 900 lohe ke rath the. Us ke lashkar kā sardār Sīsarā thā jo Harūsat-hagoim meṅ rahtā thā. Yābīn ne 20 sāl Isrāīliyoṅ par bahut zulm kiyā, is lie unhoṅ ne madad ke lie Rab ko pukārā.
6614  JDG 4:13  Yih sun kar wuh Harūsat-hagoim se rawānā ho kar apne 900 rathoṅ aur bāqī lashkar ke sāth Qaison Nadī par pahuṅch gayā.
7312  1SA 4:13  Elī saṛak ke kināre apnī kursī par baiṭhā thā. Wuh ab andhā ho chukā thā, kyoṅki us kī umr 98 sāl thī. Wuh baṛī bechainī se rāste par dhyān de rahā thā tāki jang kī koī tāzā ḳhabar mil jāe, kyoṅki use is bāt kī baṛī fikr thī ki Allāh kā sandūq lashkargāh meṅ hai. Jab wuh ādmī shahr meṅ dāḳhil huā aur logoṅ ko sārā mājarā sunāyā to pūrā shahr chillāne lagā. Jab Elī ne shor sunā to us ne pūchhā, “Yih kyā shor hai?” Binyamīnī dauṛ kar Elī ke pās āyā aur bolā,
7624  1SA 17:4  Phir Filistī safoṅ se Jāt Shahr kā pahalwān nikal kar Isrāīliyoṅ ke sāmne khaṛā huā. Us kā nām Jālūt thā aur wuh 9 fuṭ se zyādā lambā thā.
8082  2SA 2:30  Yoāb bhī Abinair aur us ke logoṅ ko chhoṛ kar wāpas chalā gayā. Jab us ne apne ādmiyoṅ ko jamā karke ginā to mālūm huā ki Asāhel ke alāwā Dāūd ke 19 ādmī māre gae haiṅ.
8703  2SA 24:8  Yoṅ pūre mulk meṅ safr karte karte wuh 9 mahīnoṅ aur 20 dinoṅ ke bād Yarūshalam wāpas āe.
8901  1KI 6:2  Imārat kī lambāī 90 fuṭ, chauṛāī 30 fuṭ aur ūṅchāī 45 fuṭ thī.
8905  1KI 6:6  Nichlī manzil kī andar kī chauṛāī sāṛhe 7 fuṭ, darmiyānī manzil kī 9 fuṭ aur ūpar kī manzil kī sāṛhe 10 fuṭ thī. Wajah yih thī ki Rab ke ghar kī bairūnī dīwār kī moṭāī manzil bamanzil kam hotī gaī. Is tarīqe se bairūnī ḍhāṅche kī dūsrī aur tīsrī manzil ke shahtīroṅ ke lie Rab ke ghar kī dīwār meṅ sūrāḳh banāne kī zarūrat nahīṅ thī balki unheṅ dīwār par hī rakhā gayā. Yānī darmiyānī manzil kī imārat wālī dīwār nichlī kī dīwār kī nisbat kam moṭī aur ūpar wālī manzil kī imārat wālī dīwār darmiyānī manzil kī dīwār kī nisbat kam moṭī thī. Yoṅ is ḍhāṅche kī chhatoṅ ke shahtīroṅ ko imārat kī dīwār toṛ kar us meṅ lagāne kī zarūrat nahīṅ thī balki unheṅ imārat kī dīwār par hī rakhā gayā.
9902  2KI 14:2  Us waqt wuh 25 sāl kā thā. Wuh Yarūshalam meṅ rah kar 29 sāl hukūmat kartā rahā. Us kī māṅ Yahuaddān Yarūshalam kī rahne wālī thī.
9942  2KI 15:13  Sallūm bin Yabīs Yahūdāh ke bādshāh Uzziyāh ke 39weṅ sāl meṅ Isrāīl kā bādshāh banā. Wuh Sāmariya meṅ rah kar sirf ek māh tak taḳht par baiṭh sakā.
9946  2KI 15:17  Manāhim bin Jādī Yahūdāh ke bādshāh Uzziyāh kī hukūmat ke 39weṅ sāl meṅ Isrāīl kā bādshāh banā. Sāmariya us kā dārul-hukūmat thā, aur us kī hukūmat kā daurāniyā 10 sāl thā.
9988  2KI 17:1  Hosea bin Ailā Yahūdāh ke bādshāh Āḳhaz kī hukūmat ke 12weṅ sāl meṅ Isrāīl kā bādshāh banā. Sāmariya us kā dārul-hukūmat rahā, aur us kī hukūmat kā daurāniyā 9 sāl thā.
10030  2KI 18:2  Us waqt us kī umr 25 sāl thī, aur wuh Yarūshalam meṅ rah kar 29 sāl hukūmat kartā rahā. Us kī māṅ Abī bint Zakariyāh thī.
10234  2KI 25:8  Shāh-e-Bābal Nabūkadnazzar kī hukūmat ke 19weṅ sāl meṅ bādshāh kā ḳhās afsar Nabūzarādān Yarūshalam pahuṅchā. Wuh shāhī muhāfizoṅ par muqarrar thā. Pāṅchweṅ mahīne ke sātweṅ din us ne ā kar
10547  1CH 7:8  Bakar ke 9 beṭe Zamīrā, Yuās, Iliyazar, Iliyuainī, Umrī, Yarīmot, Abiyāh, Anatot aur Alamat the.
10625  1CH 9:6  Zārah ke ḳhāndān kā Yaūel. Yahūdāh ke in ḳhāndānoṅ kī kul tādād 690 thī.
10628  1CH 9:9  Nasabnāme ke mutābiq Binyamīn ke in ḳhāndānoṅ kī kul tādād 956 thī.
11031  1CH 24:11  9. Yashua, 10. Sakaniyāh,
11036  1CH 24:16  19. Fatahiyāh, 20. Yahizqel,
11067  1CH 25:16  9. Mattaniyāh,
11077  1CH 25:26  19. Mallūtī,
11237  2CH 3:3  Makān kī lambāī 90 fuṭ aur chauṛāī 30 fuṭ thī.
11526  2CH 16:12  Hukūmat ke 39weṅ sāl meṅ us ke pāṅwoṅ ko bīmārī lag gaī. Go us kī burī hālat thī to bhī us ne Rab ko talāsh na kiyā balki sirf ḍākṭaroṅ ke pīchhe paṛ gayā.
11536  2CH 17:8  Un ke sāth 9 Lāwī banām Samāyāh, Nataniyāh, Zabadiyāh, Asāhel, Samīrāmot, Yahūnatan, Adūniyāh, Tūbiyāh, aur Tūb-adūniyāh the. Imāmoṅ kī taraf se Ilīsamā aur Yahūrām sāth gae.
11710  2CH 25:1  Amasiyāh 25 sāl kī umr meṅ bādshāh banā aur Yarūshalam meṅ us kī hukūmat kā daurāniyā 29 sāl thā. Us kī māṅ Yahuaddān Yarūshalam kī rahne wālī thī.
11797  2CH 29:1  Jab Hizqiyāh Bādshāh banā to us kī umr 25 sāl thī. Yarūshalam meṅ rah kar wuh 29 sāl hukūmat kartā rahā. Us kī māṅ Abiyāh bint Zakariyāh thī.
12030  EZR 1:9  Jo fahrist us ne likhī us meṅ zail kī chīzeṅ thīṅ: sone ke 30 bāsan, chāṅdī ke 1,000 bāsan, 29 chhuriyāṅ,
12040  EZR 2:8  Zattū kā ḳhāndān: 945,
12048  EZR 2:16  Atīr kā ḳhāndān yānī Hizqiyāh kī aulād: 98,
12052  EZR 2:20  Jibbār kā ḳhāndān: 95,
12068  EZR 2:36  Zail ke imām jilāwatanī se wāpas āe. Yadāyāh kā ḳhāndān jo Yashua kī nasl kā thā: 973,
12074  EZR 2:42  Rab ke ghar ke darbān: Sallūm, Atīr, Talmūn, Aqqūb, Ḳhatītā aur Sobī ke ḳhāndānoṅ ke 139 ādmī.
12090  EZR 2:58  Rab ke ghar ke ḳhidmatgāroṅ aur Sulemān ke ḳhādimoṅ ke ḳhāndānoṅ meṅ se wāpas āe hue mardoṅ kī tādād 392 thī.
12159  EZR 6:3  “Ḳhoras Bādshāh kī hukūmat ke pahle sāl meṅ shahanshāh ne hukm diyā ki Yarūshalam meṅ Allāh ke ghar ko us kī purānī jagah par nae sire se tāmīr kiyā jāe tāki wahāṅ dubārā qurbāniyāṅ pesh kī jā sakeṅ. Us kī buniyād rakhne ke bād us kī ūṅchāī 90 aur chauṛāī 90 fuṭ ho.
12241  EZR 8:35  Is ke bād jilāwatanī se wāpas āe hue tamām logoṅ ne Isrāīl ke Ḳhudā ko bhasm hone wālī qurbāniyāṅ pesh kīṅ. Is nāte se unhoṅ ne pūre Isrāīl ke lie 12 bail, 96 menḍhe, bheṛ ke 77 bachche aur gunāh kī qurbānī ke 12 bakre qurbān kie.
12446  NEH 7:21  Atīr kā ḳhāndān yānī Hizqiyāh kī aulād: 98,
12450  NEH 7:25  Jibaūn kā ḳhāndān: 95,
12463  NEH 7:38  Sanā'āh ke bāshinde: 3,930.
12464  NEH 7:39  Zail ke imām jilāwatanī se wāpas āe. Yadāyāh kā ḳhāndān jo Yashua kī nasl kā thā: 973,
12485  NEH 7:60  Rab ke ghar ke ḳhidmatgāroṅ aur Sulemān ke ḳhādimoṅ ke ḳhāndānoṅ meṅ se wāpas āe hue mardoṅ kī tādād 392 thī.
12600  NEH 11:8  Sallū ke sāth Jabbī aur Sallī the. Kul 928 ādmī the.
20357  JER 52:12  Shāh-e-Bābal Nabūkadnazzar kī hukūmat ke 19weṅ sāl meṅ bādshāh kā ḳhās afsar Nabūzarādān Yarūshalam pahuṅchā. Wuh shāhī muhāfizoṅ par muqarrar thā. Pāṅchweṅ mahīne ke sātweṅ din us ne ā kar
20368  JER 52:23  96 anār lage hue the. Jālī ke irdgird kul 100 anār lage the.
20602  EZK 4:4  Is ke bād apne bāeṅ pahlū par leṭ kar alāmatī taur par Mulk-e-Isrāīl kī sazā pā. Jitne bhī sāl wuh gunāh karte āe haiṅ utne hī din tujhe isī hālat meṅ leṭe rahnā hai. Wuh 390 sāl gunāh karte rahe haiṅ, is lie tū 390 din un ke gunāhoṅ kī sazā pāegā.
20607  EZK 4:9  Ab kuchh gandum, jau, lobiyā, masūr, bājrā aur yahāṅ mustāmal ghaṭiyā qism kā gandum jamā karke ek hī bartan meṅ ḍāl. Bāeṅ pahlū par leṭte waqt yānī pūre 390 din inhīṅ se roṭī banā kar khā.
21594  EZK 40:48  Phir us ne mujhe Rab ke ghar ke barāmde meṅ le jā kar darwāze ke satūn-numā bāzuoṅ kī paimāish kī. Mālūm huā ki yih paune 9 fuṭ moṭe haiṅ. Darwāze kī chauṛāī sāṛhe 24 fuṭ thī jabki dāeṅ bāeṅ kī dīwāroṅ kī lambāī sawā pāṅch pāṅch fuṭ thī.
21603  EZK 41:8  In kamroṅ kī bairūnī dīwār paune 9 fuṭ moṭī thī. Jo kamre Rab ke ghar kī shimālī dīwār meṅ the un meṅ dāḳhil hone kā ek darwāzā thā, aur isī tarah junūbī kamroṅ meṅ dāḳhil hone kā ek darwāzā thā. Maiṅ ne dekhā ki Rab kā ghar ek chabūtare par tāmīr huā hai. Is kā jitnā hissā us ke irdgird nazar ātā thā wuh paune 9 fuṭ chauṛā aur sāṛhe 10 fuṭ ūṅchā thā. Rab ke ghar kī bairūnī dīwār se mulhiq kamre is par banāe gae the. Is chabūtare aur imāmoṅ se mustāmal makānoṅ ke darmiyān khulī jagah thī jis kā fāsilā 35 fuṭ thā. Yih khulī jagah Rab ke ghar ke chāroṅ taraf nazar ātī thī.
21654  EZK 43:13  Qurbāngāh yoṅ banāī gaī thī ki us kā pāyā nālī se ghirā huā thā jo 21 inch gahrī aur utnī hī chauṛī thī. Bāhar kī taraf nālī ke kināre par chhoṭī-sī dīwār thī jis kī ūṅchāī 9 inch thī.
21806  EZK 48:35  Fasīl kī pūrī lambāī 9 kilomīṭar hai. Tab shahr ‘Yahāṅ Rab Hai’ kahlāegā!”
21877  DAN 3:1  Ek din Nabūkadnazzar ne sone kā mujassamā banwāyā. Us kī ūṅchāī 90 fuṭ aur chauṛāī 9 fuṭ thī. Us ne hukm diyā ki but ko sūbā Bābal ke maidān banām dūrā meṅ khaṛā kiyā jāe.
22161  DAN 12:11  Jis waqt se rozānā kī qurbānī kā intazām band kiyā jāegā aur tabāhī ke makrūh but ko maqdis meṅ khaṛā kiyā jāegā us waqt se 1,290 din guzareṅge.
22199  HOS 3:2  Tab maiṅ ne chāṅdī ke 15 sikke aur jau ke 195 kilogrām de kar use wāpas ḳharīd liyā.
23808  MAT 18:12  Tumhārā kyā ḳhayāl hai? Agar kisī ādmī kī 100 bheṛeṅ hoṅ aur ek bhaṭak kar gum ho jāe to wuh kyā karegā? Kyā wuh bāqī 99 bheṛeṅ pahāṛī ilāqe meṅ chhoṛ kar bhaṭkī huī bheṛ ko ḍhūṅḍne nahīṅ jāegā?
23809  MAT 18:13  Aur maiṅ tum ko sach batātā hūṅ ki bhaṭkī huī bheṛ ke milne par wuh us ke bāre meṅ un bāqī 99 bheṛoṅ kī nisbat kahīṅ zyādā ḳhushī manāegā jo bhaṭkī nahīṅ.
25661  LUK 15:4  “Farz karo ki tum meṅ se kisī kī sau bheṛeṅ haiṅ. Lekin ek gum ho jātī hai. Ab mālik kyā karegā? Kyā wuh bāqī 99 bheṛeṅ khule maidān meṅ chhoṛ kar gumshudā bheṛ ko ḍhūṅḍne nahīṅ jāegā? Zarūr jāegā, balki jab tak use wuh bheṛ mil na jāe wuh us kī talāsh meṅ rahegā.
25664  LUK 15:7  Maiṅ tum ko batātā hūṅ ki āsmān par bilkul isī tarah ḳhushī manāī jāegī jab ek hī gunāhgār taubā karegā. Aur yih ḳhushī us ḳhushī kī nisbat zyādā hogī jo un 99 afrād ke bāis manāī jāegī jinheṅ taubā karne kī zarūrat hī nahīṅ thī.
27951  ACT 27:28  Pānī kī gahrāī kī paimāish karke unheṅ mālūm huā ki wuh 120 fuṭ thī. Thoṛī der ke bād us kī gahrāī 90 fuṭ ho chukī thī.
29081  2CO 11:24  Mujhe Yahūdiyoṅ se pāṅch dafā 39 koṛoṅ kī sazā milī hai.