Wildebeest analysis examples for:   urd-urdgvr   Number,Number    February 11, 2023 at 19:53    Script wb_pprint_html.py   by Ulf Hermjakob

2467  EXO 32:28  Lāwiyoṅ ne Mūsā kī hidāyat par amal kiyā to us din taqrīban 3,000 mard halāk hue.
2658  EXO 38:24  Us sone kā wazn jo logoṅ ke hadiyoṅ se jamā huā aur maqdis kī tāmīr ke lie istemāl huā taqrīban 1,000 kilogrām thā. (Use maqdis ke bāṭoṅ ke hisāb se tolā gayā.)
2659  EXO 38:25  Tāmīr ke lie chāṅdī jo mardumshumārī ke hisāb se wasūl huī, us kā wazn taqrīban 3,430 kilogrām thā. (Use bhī maqdis ke bāṭoṅ ke hisāb se tolā gayā.)
2663  EXO 38:29  Jo pītal hadiyoṅ se jamā huā us kā wazn taqrīban 2,425 kilogrām thā.
3625  NUM 1:20  Rūbin ke qabīle ke 46,500 mard,
3627  NUM 1:22  Shamāūn ke qabīle ke 59,300 mard,
3629  NUM 1:24  Jad ke qabīle ke 45,650 mard,
3631  NUM 1:26  Yahūdāh ke qabīle ke 74,600 mard,
3633  NUM 1:28  Ishkār ke qabīle ke 54,400 mard,
3635  NUM 1:30  Zabūlūn ke qabīle ke 57,400 mard,
3637  NUM 1:32  Yūsuf ke beṭe Ifrāīm ke qabīle ke 40,500 mard,
3639  NUM 1:34  Yūsuf ke beṭe Manassī ke qabīle ke 32,200 mard,
3641  NUM 1:36  Binyamīn ke qabīle ke 35,400 mard,
3643  NUM 1:38  Dān ke qabīle ke 62,700 mard,
3645  NUM 1:40  Āshar ke qabīle ke 41,500 mard,
3647  NUM 1:42  Naftālī ke qabīle ke 53,400 mard.
3663  NUM 2:4  aur jis ke lashkar ke 74,600 faujī the.
3665  NUM 2:6  aur jis ke lashkar ke 54,400 faujī the.
3667  NUM 2:8  aur jis ke lashkar ke 57,400 faujī the.
3670  NUM 2:11  aur jis ke 46,500 faujī the.
3672  NUM 2:13  aur jis ke 59,300 faujī the.
3674  NUM 2:15  aur jis ke 45,650 faujī the.
3678  NUM 2:19  aur jis ke 40,500 faujī the.
3680  NUM 2:21  aur jis ke 32,200 faujī the.
3682  NUM 2:23  aur jis ke 35,400 faujī the.
3685  NUM 2:26  aur jis ke 62,700 faujī the.
3687  NUM 2:28  aur jis ke 41,500 faujī the.
3689  NUM 2:30  aur jis ke 53,400 faujī the.
3715  NUM 3:22  ke 7,500 mard the jo ek māh yā is se zāyd ke the.
3721  NUM 3:28  ke 8,600 mard the jo ek māh yā is se zāyd ke the aur jin ko maqdis kī ḳhidmat karnī thī.
3727  NUM 3:34  ke 6,200 mard the jo ek māh yā is se zāyd ke the.
3732  NUM 3:39  Un Lāwī mardoṅ kī kul tādād jo ek māh yā is se zāyd ke the 22,000 thī. Rab ke kahne par Mūsā aur Hārūn ne unheṅ kunboṅ ke mutābiq gin kar rajisṭar meṅ darj kiyā.
3736  NUM 3:43  jo ek māh yā is se zāyd ke the gin lie. Un kī kul tādād 22,273 thī.
3743  NUM 3:50  Yoṅ us ne chāṅdī ke 1,365 sikke (taqrīban 16 kilogrām) jamā karke
3779  NUM 4:35  Unhoṅ ne un tamām mardoṅ ko rajisṭar meṅ darj kiyā jo 30 se le kar 50 sāl ke the aur jo mulāqāt ke ḳhaime meṅ ḳhidmat kar sakte the. Un kī kul tādād 2,750 thī. Mūsā aur Hārūn ne sab kuchh waisā hī kiyā jaisā Rab ne Mūsā kī mārifat farmāyā thā.
3782  NUM 4:38  Phir Jairsoniyoṅ kī mardumshumārī un ke kunboṅ aur ābāī gharānoṅ ke mutābiq huī. Ḳhidmat ke lāyq mardoṅ kī kul tādād 2,630 thī. Mūsā aur Hārūn ne sab kuchh waisā hī kiyā jaisā Rab ne Mūsā ke zariye farmāyā thā.
3786  NUM 4:42  Phir Mirāriyoṅ kī mardumshumārī un ke kunboṅ aur ābāī gharānoṅ ke mutābiq huī. Ḳhidmat ke lāyq mardoṅ kī kul tādād 3,200 thī. Mūsā aur Hārūn ne sab kuchh waisā hī kiyā jaisā Rab ne Mūsā ke zariye farmāyā thā.
3790  NUM 4:46  Lāwiyoṅ ke un mardoṅ kī kul tādād 8,580 thī jinheṅ mulāqāt ke ḳhaime meṅ ḳhidmat karnā aur safr karte waqt use uṭhā kar le jānā thā.
4244  NUM 17:14  To bhī 14,700 afrād wabā se mar gae. Is meṅ wuh shāmil nahīṅ haiṅ jo Qorah ke sabab se mar gae the.
4481  NUM 25:9  To bhī 24,000 afrād mar chuke the.
4496  NUM 26:5  Isrāīl ke pahlauṭhe Rūbin ke qabīle ke 43,730 mard the. Qabīle ke chār kunbe Hanūkī, Falluwī, Hasronī aur Karmī Rūbin ke beṭoṅ Hanūk, Fallū, Hasron aur Karmī se nikle hue the.
4503  NUM 26:12  Shamāūn ke qabīle ke 22,200 mard the. Qabīle ke pāṅch kunbe Namuelī, Yamīnī, Yakīnī, Zārhī aur Sāūlī Shamāūn ke beṭoṅ Namuel, Yamīn, Yakīn, Zārah aur Sāūl se nikle hue the.
4506  NUM 26:15  Jad ke qabīle ke 40,500 mard the. Qabīle ke sāt kunbe Safonī, Hajjī, Sūnī, Uznī, Erī, Arūdī aur Arelī Jad ke beṭoṅ Safon, Hajjī, Sūnī, Uznī, Erī, Arūd aur Arelī se nikle hue the.
4510  NUM 26:19  Yahūdāh ke qabīle ke 76,500 mard the. Yahūdāh ke do beṭe Er aur Onān Misr āne se pahle Kanān meṅ mar gae the. Qabīle ke tīn kunbe Selānī, Fārsī aur Zārhī Yahūdāh ke beṭoṅ Selā, Fāras aur Zārah se nikle hue the. Fāras ke do beṭoṅ Hasron aur Hamūl se do kunbe Hasronī aur hamūlī nikle hue the.
4514  NUM 26:23  Ishkār ke qabīle ke 64,300 mard the. Qabīle ke chār kunbe Tolaī, Fuwwī, Yasūbī aur Simronī Ishkār ke beṭoṅ Tolā, Fuwwā, Yasūb aur Simron se nikle hue the.
4517  NUM 26:26  Zabūlūn ke qabīle ke 60,500 mard the. Qabīle ke tīn kunbe Sardī, Ailonī aur Yahliyelī Zabūlūn ke beṭoṅ sard, Ailon aur Yahliyel se nikle hue the.
4520  NUM 26:29  Manassī ke qabīle ke 52,700 mard the. Qabīle ke āṭh kunbe Makīrī, Jiliyādī, Iyazrī, Ḳhalqī, Asriyelī, Sikmī, Samīdāī aur Hifrī the. Makīrī Manassī ke beṭe Makīr se jabki Jiliyādī Makīr ke beṭe Jiliyād se nikle hue the. Bāqī kunbe Jiliyād ke chhih beṭoṅ Iyazar, Ḳhalaq, Asriyel, Sikam, Samīdā aur Hifar se nikle hue the. Hifar Silāfihād kā bāp thā. Silāfihād kā koī beṭā nahīṅ balki pāṅch beṭiyāṅ Mahlāh, Nūsāh, Hujlāh, Milkāh aur Tirzā thīṅ.
4526  NUM 26:35  Ifrāīm ke qabīle ke 32,500 mard the. Qabīle ke chār kunbe Sūtalhī, Bakrī, Tahnī aur Īrānī the. Pahle tīn kunbe Ifrāīm ke beṭoṅ Sūtalah, Bakar aur Tahan se jabki Īrānī Sūtalah ke beṭe Īrān se nikle hue the.
4529  NUM 26:38  Binyamīn ke qabīle ke 45,600 mard the. Qabīle ke sāt kunbe Bālāī, Ashbelī, Aḳhīrāmī, Sūfāmī, Hūfāmī, Ardī aur Nāmānī the. Pahle pāṅch kunbe Binyamīn ke beṭoṅ Bālā, Ashbel, Aḳhīrām, Sūfām aur Hūfām se jabki Ardī aur Nāmānī Bālā ke beṭoṅ se nikle hue the.
4533  NUM 26:42  Dān ke qabīle ke 64,400 mard the. Sab Dān ke beṭe Sūhām se nikle hue the, is lie Sūhāmī kahlāte the.
4535  NUM 26:44  Āshar ke qabīle ke 53,400 mard the. Qabīle ke pāṅch kunbe Yimnī, Iswī, Barī'ī, Hibarī aur Malkiyelī the. Pahle tīn kunbe Āshar ke beṭoṅ Yimnā, Iswī aur Bariyā se jabki bāqī Bariyā ke beṭoṅ Hibar aur Malkiyel se nikle hue the. Āshar kī ek beṭī banām Sirah bhī thī.
4539  NUM 26:48  Naftālī ke qabīle ke 45,400 mard the. Qabīle ke chār kunbe Yahsiyelī, Jūnī, Yisrī aur Sillīmī Naftālī ke beṭoṅ Yahsiyel, Jūnī, Yisar aur Sillīm se nikle hue the.
4553  NUM 26:62  Lāwiyoṅ ke mardoṅ kī kul tādād 23,000 thī. In meṅ wuh sab shāmil the jo ek māh yā is se zāyd ke the. Unheṅ dūsre Isrāīliyoṅ se alag ginā gayā, kyoṅki unheṅ Isrāīl meṅ mīrās meṅ zamīn nahīṅ milnī thī.
4670  NUM 31:4  Har qabīle ke 1,000 mard jang laṛne ke lie bhejo.”
4671  NUM 31:5  Chunāṅche har qabīle ke 1,000 musallah mard yānī kul 12,000 ādmī chune gae.
4698  NUM 31:32  Unhoṅ ne 6,75,000 bheṛ-bakriyāṅ, 72,000 gāy-bail aur 61,000 gadhe gine.
4701  NUM 31:35  In ke alāwā 32,000 qaidī kuṅwāriyāṅ bhī thīṅ.
4702  NUM 31:36  Faujiyoṅ ko tamām chīzoṅ kā ādhā hissā mil gayā yānī 3,37,500 bheṛ-bakriyāṅ, 36,000 gāy-bail, 30,500 gadhe aur 16,000 qaidī kuṅwāriyāṅ. In meṅ se unhoṅ ne 675 bheṛ-bakriyāṅ, 72 gāy-bail, 61 gadhe aur 32 laṛkiyāṅ Rab ko dīṅ.
4851  NUM 35:4  Charāne ke lie zamīn shahr ke irdgird hogī, aur chāroṅ taraf kā fāsilā fasīloṅ se 1,500 fuṭ ho.
4852  NUM 35:5  Charāne kī yih zamīn murabbā shakl kī hogī jis ke har pahlū kā fāsilā 3,000 fuṭ ho. Shahr is murabbā shakl ke bīch meṅ ho. Yih raqbā shahr ke bāshindoṅ ke lie ho tāki wuh apne maweshī charā sakeṅ.
5925  JOS 4:13  Taqrīban 40,000 musallah mard us waqt Rab ke sāmne Yarīhū ke maidān meṅ pahuṅch gae tāki wahāṅ jang kareṅ.
6007  JOS 8:3  Chunāṅche Yashua pūre lashkar ke sāth Aī par hamlā karne ke lie niklā. Us ne apne sab se achchhe faujiyoṅ meṅ se 30,000 ko chun liyā aur unheṅ rāt ke waqt Aī ke ḳhilāf bhej kar
6016  JOS 8:12  Jo shahr ke maġhrib meṅ Aī aur Baitel ke darmiyān ghāt lagāe baiṭhe the wuh taqrīban 5,000 mard the.
6029  JOS 8:25  Us din Aī ke tamām mard aur aurateṅ māre gae. Kul 12,000 afrād.
6515  JDG 1:4  Jab Yahūdāh ne dushman par hamlā kiyā to Rab ne Kanāniyoṅ aur Farizziyoṅ ko us ke qābū meṅ kar diyā. Bazaq ke pās unhoṅ ne unheṅ shikast dī, go un ke kul 10,000 ādmī the.
6599  JDG 3:29  Us waqt unhoṅ ne Moāb ke 10,000 tāqatwar aur jang karne ke qābil ādmiyoṅ ko mār ḍālā. Ek bhī na bachā.
6607  JDG 4:6  Ek din Daborā ne Baraq bin Abīnūsam ko bulāyā. Baraq Naftālī ke qabāylī ilāqe ke shahr Qādis meṅ rahtā thā. Daborā ne Baraq se kahā, “Rab Isrāīl kā Ḳhudā āp ko hukm detā hai, ‘Naftālī aur Zabūlūn ke qabīloṅ meṅ se 10,000 mardoṅ ko jamā karke un ke sāth Tabūr Pahāṛ par chaṛh jā!
6611  JDG 4:10  Wahāṅ Baraq ne Zabūlūn aur Naftālī ke qabīloṅ ko apne pās bulā liyā. 10,000 ādmī us kī rāhnumāī meṅ Tabūr Pahāṛ par chale gae. Daborā bhī sāth gaī.
6615  JDG 4:14  Tab Daborā ne Baraq se bāt kī, “Hamlā ke lie taiyār ho jāeṅ, kyoṅki Rab ne āj hī Sīsarā ko āp ke qābū meṅ kar diyā hai. Rab āp ke āge āge chal rahā hai.” Chunāṅche Baraq apne 10,000 ādmiyoṅ ke sāth Tabūr Pahāṛ se utar āyā.
6633  JDG 5:8  Shahr ke darwāzoṅ par jang chhiṛ gaī jab unhoṅ ne nae mābūdoṅ ko chun liyā. Us waqt Isrāīl ke 40,000 mardoṅ ke pās ek bhī ḍhāl yā nezā na thā.
6699  JDG 7:3  Is lie lashkargāh meṅ elān kar ki jo ḍar ke māre pareshān ho wuh apne ghar wāpas chalā jāe.” Jidāūn ne yoṅ kiyā to 22,000 mard wāpas chale gae jabki 10,000 Jidāūn ke pās rahe.
6731  JDG 8:10  Ab Zibah aur Zalmunnā qarqūr pahuṅch gae the. 15,000 afrād un ke sāth rah gae the, kyoṅki mashriqī ittahādiyoṅ ke 1,20,000 talwāroṅ se lais faujī halāk ho gae the.
6805  JDG 9:49  Faujiyoṅ ne bhī shāḳheṅ kāṭīṅ aur phir Abīmalik ke pīchhe lag kar mandir ke pās wāpas āe. Wahāṅ unhoṅ ne tamām lakaṛī tahḳhāne kī chhat par jamā karke use jalā diyā. Yoṅ Sikam ke burj ke taqrīban 1,000 mard-o-ḳhawātīn sab bhasm ho gae.
6877  JDG 12:6  to Jiliyād ke mard kahte, “To phir lafz ‘shibbolet’ boleṅ.” Agar wuh Ifrāīmī hotā to is ke bajāe “sibbolet” kahtā. Phir Jiliyādī use pakaṛ kar wahīṅ mār ḍālte. Us waqt kul 42,000 Ifrāīmī halāk hue.
6942  JDG 15:11  Tab Yahūdāh ke 3,000 mard Aitām Pahāṛ ke ġhār ke pās āe aur Samsūn se kahā, “Yih āp ne hamāre sāth kyā kiyā? Āp ko to patā hai ki Filistī ham par hukūmat karte haiṅ.” Samsūn ne jawāb diyā, “Maiṅ ne un ke sāth sirf wuh kuchh kiyā jo unhoṅ ne mere sāth kiyā thā.”
6956  JDG 16:5  Yih sun kar Filistī sardār us ke pās āe aur kahne lage, “Samsūn ko uksāeṅ ki wuh āp ko apnī baṛī tāqat kā bhed batāe. Ham jānanā chāhte haiṅ ki ham kis tarah us par ġhālib ā kar use yoṅ bāndh sakeṅ ki wuh hamāre qabze meṅ rahe. Agar āp yih mālūm kar sakeṅ to ham meṅ se har ek āp ko chāṅdī ke 1,100 sikke degā.”
6978  JDG 16:27  Imārat mardoṅ aur auratoṅ se bharī thī. Filistī sardār bhī sab āe hue the. Sirf chhat par Samsūn kā tamāshā deḳhne wāle taqrīban 3,000 afrād the.
6984  JDG 17:2  Ek din us ne apnī māṅ se bāt kī, “Āp ke chāṅdī ke 1,100 sikke chorī ho gae the, nā? Us waqt āp ne mere sāmne hī chor par lānat bhejī thī. Ab dekheṅ, wuh paise mere pās haiṅ. Maiṅ hī chor hūṅ.” Yih sun kar māṅ ne jawāb diyā, “Mere beṭe, Rab tujhe barkat de!”
7071  JDG 20:15  Usī din unhoṅ ne apnī fauj kā band-o-bast kiyā. Jibiyā ke 700 tajrabākār faujiyoṅ ke alāwā talwāroṅ se lais 26,000 afrād the.
7077  JDG 20:21  Yih dekh kar Binyamīnī shahr se nikle aur un par ṭūṭ paṛe. Natīje meṅ 22,000 Isrāīlī shahīd ho gae.
7081  JDG 20:25  to Binyamīnī pahle kī tarah shahr se nikal kar un par ṭūṭ paṛe. Us din talwār se lais 18,000 Isrāīlī shahīd ho gae.
7090  JDG 20:34  Achānak Jibiyā ke Binyamīniyoṅ ko 10,000 behtarīn faujiyoṅ kā sāmnā karnā paṛā, un mardoṅ kā jo pūre Isrāīl se chune gae the. Binyamīnī un se ḳhūb laṛne lage, lekin un kī āṅkheṅ abhī is bāt ke lie band thīṅ ki un kā anjām qarīb ā gayā hai.
7091  JDG 20:35  Us din Isrāīliyoṅ ne Rab kī madad se fatah pā kar talwār se lais 25,100 Binyamīnī faujiyoṅ ko maut ke ghāṭ utār diyā.
7100  JDG 20:44  Us waqt Binyamīn ke 18,000 tajrabākār faujī halāk hue.
7101  JDG 20:45  Jo bach gae wuh registān kī chaṭān Rimmon kī taraf bhāg nikle. Lekin Isrāīliyoṅ ne rāste meṅ un ke 5,000 afrād ko maut ke ghāṭ utār diyā. Is ke bād unhoṅ ne jid'om tak un kā tāqqub kiyā. Mazīd 2,000 Binyamīnī halāk hue.
7102  JDG 20:46  Is tarah Binyamīn ke kul 25,000 talwār se lais aur tajrabākār faujī māre gae.
7114  JDG 21:10  Tab unhoṅ ne 12,000 faujiyoṅ ko chun kar unheṅ hukm diyā, “Yabīs-jiliyād par hamlā karke tamām bāshindoṅ ko bāl-bachchoṅ samet mār ḍālo.
7301  1SA 4:2  Pahle Filistiyoṅ ne Isrāīliyoṅ par hamlā kiyā. Laṛte laṛte unhoṅ ne Isrāīl ko shikast dī. Taqrīban 4,000 Isrāīlī maidān-e-jang meṅ halāk hue.
7309  1SA 4:10  Āpas meṅ aisī bāteṅ karte karte Filistī laṛne ke lie nikle aur Isrāīl ko shikast dī. Har taraf qatl-e-ām nazar āyā, aur 30,000 piyāde Isrāīlī kām āe. Bāqī sab farār ho kar apne apne gharoṅ meṅ chhup gae.
7455  1SA 11:8  Bazaq ke qarīb Sāūl ne fauj kā jāyzā liyā. Yahūdāh ke 30,000 afrād the aur bāqī qabīloṅ ke 3,00,000.
7489  1SA 13:2  us ne apnī fauj ke lie 3,000 Isrāīlī chun lie. Jang laṛne ke qābil bāqī ādmiyoṅ ko us ne fāriġh kar diyā. 2,000 faujiyoṅ kī ḍyūṭī Mikmās aur Baitel ke pahāṛī ilāqe meṅ lagāī gaī jahāṅ Sāūl ḳhud thā. Bāqī 1,000 afrād Yūnatan ke pās Binyamīn ke shahr Jibiyā meṅ the.
7492  1SA 13:5  Filistī bhī Isrāīliyoṅ se laṛne ke lie jamā hue. Un ke 30,000 rath, 6,000 ghuṛsawār aur sāhil kī ret jaise beshumār piyādā faujī the. Unhoṅ ne Bait-āwan ke mashriq meṅ Mikmās ke qarīb apne ḳhaime lagāe.
7566  1SA 15:4  Sāūl ne apne faujiyoṅ ko bulā kar Talāym meṅ un kā jāyzā liyā. Kul 2,00,000 piyāde faujī the, nīz Yahūdāh ke 10,000 afrād.
7844  1SA 24:3  Wuh tamām Isrāīl ke 3,000 chīdā faujiyoṅ ko le kar Pahāṛī Bakriyoṅ kī Chaṭānoṅ ke lie rawānā huā tāki Dāūd ko pakaṛ le.
7866  1SA 25:2  Maūn meṅ Kālib ke ḳhāndān kā ek ādmī rahtā thā jis kā nām Nābāl thā. Wuh nihāyat amīr thā. Karmil ke qarīb us kī 3,000 bheṛeṅ aur 1,000 bakriyāṅ thīṅ. Bīwī kā nām Abījel thā. Wuh zahīn bhī thī aur ḳhūbsūrat bhī. Us ke muqābale meṅ Nābāl saḳhtmizāj aur kamīnā thā. Ek din Nābāl apnī bheṛoṅ ke bāl katarne ke lie Karmil āyā. Jab Dāūd ko ḳhabar milī
7910  1SA 26:2  Yih sun kar Sāūl Isrāīl ke 3,000 chīdā faujiyoṅ ko le kar Dasht-e-Zīf meṅ gayā tāki Dāūd ko ḍhūnḍ nikāle.
8161  2SA 6:1  Ek bār phir Dāūd ne Isrāīl ke chunīdā ādmiyoṅ ko jamā kiyā. 30,000 afrād the.
8216  2SA 8:4  Dāūd ne 1,700 ghuṛsawāroṅ aur 20,000 piyādā sipāhiyoṅ ko giriftār kar liyā. Rathoṅ ke 100 ghoṛoṅ ko us ne apne lie mahfūz rakhā, jabki bāqiyoṅ kī us ne koṅcheṅ kāṭ dīṅ tāki wuh āindā jang ke lie istemāl na ho sakeṅ.
8217  2SA 8:5  Jab Damishq ke Arāmī bāshinde Zobāh ke bādshāh Hadadazar kī madad karne āe to Dāūd ne un ke 22,000 afrād halāk kar die.
8225  2SA 8:13  Jab Dāūd ne Namak kī Wādī meṅ Adomiyoṅ par fatah pāī to us kī shohrat mazīd phail gaī. Us jang meṅ dushman ke 18,000 afrād halāk hue.