|
26023 | (Bar-abbā ko is lie jel meṅ ḍālā gayā thā ki wuh qātil thā aur us ne shahr meṅ hukūmat ke ḳhilāf baġhāwat kī thī.) | |
26894 | Lekin jawāb meṅ log chillāne lage, “Nahīṅ, is ko nahīṅ balki Bar-abbā ko.” (Bar-abbā ḍākū thā). | |
27127 | Masalan Yūsuf nāmī ek ādmī thā jis kā nām rasūloṅ ne Barnabās (Hauslā-afzāī kā Beṭā) rakhā thā. Wuh Lāwī qabīle se aur Jazīrā-e-Qubrus kā rahne wālā thā. | |
27439 | Lekin jādūgar Ilīmās (Bar-īsā kā dūsrā nām) ne un kī muḳhālafat karke gawarnar ko īmān se bāz rakhne kī koshish kī. |