Wildebeest analysis examples for:   urd-urdgvr   ‘Word-Word-Word-Word-Word’    February 11, 2023 at 19:53    Script wb_pprint_html.py   by Ulf Hermjakob

11735  2CH 25:26  Bāqī jo kuchh Amasiyāh kī hukūmat ke daurān huā wuh shurū se le kar āḳhir tak ‘Shāhān-e-Isrāīl-o-Yahūdāh’ kī kitāb meṅ darj hai.
11767  2CH 27:7  Bāqī jo kuchh Yūtām kī hukūmat ke daurān huā wuh ‘Shāhān-e-Isrāīl-o-Yahūdāh’ kī kitāb meṅ qalamband hai. Us meṅ us kī tamām jangoṅ aur bāqī kāmoṅ kā zikr hai.
11795  2CH 28:26  Bāqī jo kuchh us kī hukūmat ke daurān huā aur jo kuchh us ne kiyā wuh shurū se le kar āḳhir tak ‘Shāhān-e-Yahūdāh-o-Isrāīl’ kī kitāb meṅ darj hai.
11912  2CH 32:32  Bāqī jo kuchh Hizqiyāh kī hukūmat ke daurān huā aur jo nek kām us ne kiyā wuh ‘Āmūs ke Beṭe Yasāyāh Nabī kī Royā’ meṅ qalamband hai jo ‘Shāhān-e-Yahūdāh-o-Isrāīl’ kī kitāb meṅ darj hai.
11997  2CH 35:26  Bāqī jo kuchh shurū se le kar āḳhir tak Yūsiyāh kī hukūmat ke daurān huā wuh ‘Shāhān-e-Yahūdāh-o-Isrāīl’ kī kitāb meṅ bayān kiyā gayā hai. Wahāṅ us ke nek kāmoṅ kā zikr hai aur yih ki us ne kis tarah sharīat ke ahkām par amal kiyā.
12006  2CH 36:8  Bāqī jo kuchh Yahūyaqīm kī hukūmat ke daurān huā wuh ‘Shāhān-e-Yahūdāh-o-Isrāīl’ kī kitāb meṅ darj hai. Wahāṅ yih bayān kiyā gayā hai ki us ne kaisī ghinaunī harkateṅ kīṅ aur ki kyā kuchh us ke sāth huā. Us ke bād us kā beṭā Yahūyākīn taḳhtnashīn huā.